All I Wanted Was Sum1 To Care For Me;
All I Wanted Was Sum1 Would Be There For Me;
All I Wanted Was Sum1 Would Be True;
All I Wanted Was Sum1 Like U...coz I Love U!!!
Zindagi Mein Bahut Bar Waqt Aisa Aayega,
Jab Aapko Chahne Wala Hi Aapko Rulaega,
Magar Vishwas Rakhna Uss Par Akele Mein,
Wo Aapse Kahi Zyada Aansu Bahaega.
Ek Larki Mujhe Gham Or Aansoo De Gayi
Ek Larki Mujhe Gham Or Aansoo De Gayi
Jab Khuch De Na Saki To Ruswayi De Gayi
Meri Zindagi Se Jate Huye Nishani Ke Tor Per
Kitni Mahabbat Se Mujhe Tanhayi De Gayi
Usne Ek Din Meri Hatheli Pe,
Badi Masumiyat Se Apni Nazuk Si Ungali Se likha,
"MUJHE PyAr HaI TuMSE"
Jane KeSi Syahi Thi KI
WO Lafz MITE Bhi Nhi
OR
AaJ TaK DiKHe Bhi NhI.
अपने जज्बात को नाहक ही सजा देती हूँ
होते ही शाम चरागों को बुझा देती हूँ
जब राहत का मिलता ना बहाना कोई
लिखती हूँ हथेली पे नाम तेरा,
लिख के मिटा देती हूँ.......
Humse Mila Nahi Aur Yaad
De Gaya Koi, Baat Nahi Ki
Aur Khwaab De Gaya Koi..
Ab Koi Hume Itna Bata De,
Ki Ye Pagalpan Hai Ya
Hamara Dil Chura Le Gaya Koi!
Wafa ka rang jo gahera dikhayi deta hai....
Lahoo usme kuch hamara dikhayi deta hai....
Hamara gam se talluk bahut purana hai....
Hamara dard se rishta dikhayi deta hai......
Attaullah khan esakhelvi.. Is best singer.