Apna Humsafar Bana Le Mujhe,
Tera Hi Saya Hu Apna Le Mujhe,
Ye Raat Ka Safar Or Bhi Hasin Ho Jayega,
Tu Aa Ja Mere Sapno Me Ya Bula Le Mujhe…I LOVE YOU SEEMA
खुद को इतना भी बचाया नकरोहो बारिश तो भीग जाया करोचाँद लाकर कोई नहीं देगाअपने चेहरे को जगमगाया करोकाम लो कुछ हसीं होठों सेबातों बातों में मुस्कुराया करोधूप मायूस लौट जाती हैछत पर कपड़े सुखाने आया करोकौन कहता है दिल मिलाने कोकम से कम हाथ मिलाया करो
Khafa Hone Se Pehle Khata
Bata Dena, Rulaane Se
Pehle Hasna Sikha Dena,
Agar Jana Ho Kabi Humse Dur
Aapko To, Pehle Bina Saans
Liye Jeena Sikha Dena..!
? Let Me Be The One To Love You Deep In My Heart ?
? Let Me Be The One To Hug You Tight In My Arms ?
? Let Me Be The One To Kiss You Hard With My Lips ?
? I Don"t Know How Long Can We Be Together But Just Let Me Be The One ?
Aur Kuch Nahi Chahiye Ek Muskan
Hi Kafi Hai, Dil Main Bas Ek
Tamanna Hi Kafi Hai, Tamanna Hai
Ye Ki Aap Sada Kush Raho, Hamen
Yaad Rakhna Ye Ehsaan Hi Kafi Hai.
Ek ajab dastan hai mere afsane ki,
maine pal-2 koshish ki unke pas aane ki,
kismat thi meri ya sazish zmane ki,
door huye utne wo,
jitni umid thi krib aane ki.. ..
Tujhe pechan ne mai galti kaysa ho gai....
Dur chale gaye tu mujhse....
Aur,
Dill ke dard mai rote rahe hum....
Bin bat ke samajh liya kar mere Dill ke baat....
Nahi to rote rahenge hum aur, tadapta rahega tu....
Mohabbat Ka Kya Hai Kabhi Bhi Ho Jati Hai,
Har Kisi Ki Ankhon Me Bas Nami Si Chhod Jati Hai,
Humne Ki Mohabbat To Hal Hua Aisa,
Taaron Ke Beech Ek Shaam Gujarti Ho Jaise.
Kuch Log Hum Se Khafa Hain,
Jane Kya Hui Hum Se Khata Hain.
Na Woh Hamein Yaad Karte Hain ,
Na Woh Hum Se Baat Karte Hain.
Shayad Yeh Hamari Chahat Ka Aasar Hai,
Jis Ko Chahate Hain Woh Hi Hum Se Juda Hain…
Tu Shak Na Kar Mere Jazbato Pe
Tere Sath Hi Zindagi Meri Khubsoorat Hai...
Jitni Ehmiyat Hai Pani Ki Marte Insan K Liye
Han Utni Hi Mujhe Teri Zaroorat Hai...
Kahte He Hatho ki Lakire Aadhuri Ho to….
Kismat me Mohabbat Nahi hoti..
Par sach to Ye he ki Hatho Me ho koi Pyara Hath
To Lakiron ki Bhi zarurat Nahi hoti…