Jabse Hua Hai Pyar Dil Bas Me Nahi
Ho Raha Hai
Sab Ho Raha Hai Minus Kuch Plus
Nahi Ho Raha Hai
Aapke Pyar Ka Ajab Sa Jaadu Chaa
Gaya Hai
Na Carbon Dioxide Bahar Ja Raha
Ha
Na Oxygen Andar Aa Raha Hai..!
Saath agar doge toh muskrayenge zarur,
Pyar agar dil se karoge to nibhayenge zarur
Raah me kitne bhi kante kyu na ho,
Awaz agar dil se doge to aayenge zarur.
Tarap k dekh kisi ki chahat main...
To pata chale k intazar kya hota ha...
Youn he mil jae agar koi bina tarpe....
To kase pata chale ke pyar kya hota
hai..
Baarish Ki Barasti Boondon Me
Jab Dastak Di Darwaze Par
Mehsoos Hua Tum Aaye Ho Andaz
Tumhare Jaisa Tha
Hawa Ke Halke Jhonkon Ki Jab Aahat
Payi Khidki Par
Mehsoos Hua Tum Guzre Ho Ehsaas
Tumhare Jaisa Tha..!
Ek Tamanna Thi Jo Hasrat Ban
Gayi
Kabi Dosti Thi Jo Mohabbat Ban
Gayi..
Kuch Is Tarah Shamil Hue Tum
Zndgi Me
Ki
Tujhko Sochte Rehna Meri Aadat
Ban Gayi..!
तपते रेगिस्तान में चाहत ठंडे पानी की,
वक़्त पे अगर मिल जाय दो बूँद जिंदगी की।
इश्क़ वो नहीं जो मिल जाय मांगे से,
ये दुआ तो होती है इश्क़ में की हुई इबादत की।।
Na wakt hai itna ki sylabus pura kiya jae
na tarkib koi ki exam pas kiya jae.
Na jane kaun sa dard diya hai is padhai ne
na roya jaye aur na soya jaye.
Badi Mushkil Se Bana Hun Toot Jaane Ke Baad;
Main Aaj Bhi Ro Deta Hun Muskurane Ke Baad;
Tujh Se Mohabbat Thi Mujhe Beinteha Lekin;
Aksar Yeh Mehsoos Hua Tere Jaane Ke Baad!