• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Khuda Humko Kabhi Aisi Judai Na De, Unki Yaadon Se Kabhi Humko Rihai Na De, Dua Karna Dosto Mujhe Aisi Jannat Na Mile Jahan Se Mera Pyaar Mujhe Dikhai Na De.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aap Khud Nahi Janti Aap Kitni Pyari Ho, Jaan Ho Hamari Par Jaan Se Pyari Ho, Duriyon K Hone Se Koi Fark Nahi Padta, Aap Ki Bhi Hamari Thi Or Aaj Bhi Hamari Ho.....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Puchlo khuda se aapke liye hi Dua mangi hai. Puchlo Hawa se aapke liye hi Fija mangi hai, Jab bhi hui hai aapse Galti . Hamne Apne Liye Hi SaJA Mangi Hai. Poonam
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • तन्हाई मैं मुस्कुराना भी इश्क़ है, इस बात को सब से छुपाना भी इश्क़ है, यूँ तो रातों को नींद नही आती, पर रातों को सो कर भी जाग जाना इश्क़ है।
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil hi dil me kuch chupati hai wo, Yaado me aakar chain churati hai wo, Khwabo me ik ehsas jaga rakha hai, Band aankho me ashk banke tadpati hai wo…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mohabbat Ki Baat Mat Karo Mujhe Accha Nahi Lagta.. Ab Kisi Ki Mohabbat Pe Aitbar Karna Mujhe Accha Nahi Lagta, Guzar Jayen Jo Din Wo Din Wapas Laut Ke Nahi Aate, Lekin Un Dino Ko Yaad Karna Mujhe Accha Nahi Lagta, Mujhe Malum Hai Wo Shaks Kitni Bewafa Thi... Kisi Ko Bewafa Kehna Mujhe Accha Nahi Lagta.. Zakham To Bahot Diye Hain Us ne ls Dil-e-Nadaan Ko... Zakham Hum Bhi Dete Magar Badla Lena Mujhe Accha Nahi Lagta
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pyaar Jab Milta Nahi Toh Hota Kyon Hai. Agar Khwabon MeiN Wo Aaye Toh insaan Sota Kyon Hai.!! Jab Yahi Pyaar Aankhon Ke Samne Kisi Aur Ka Ho Jaye.. Toh Dil Itna Rota Kyon Hai.!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Humne Chaha Hai Jinhe Wo Lakho Me Ek Hai, Jana Hai Humne Unhe Wo DiL Ke Bhi Nek Hai, Unki Diwani Sari Duniya Hai, Lekin Humari Duniya Hi Wo EK Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • u Yaad Kare Na Kare Teri Khushi, Hum To Tujhe Yaad Karte Rehte Hai, Tujhe Dekhne Ko Dil Tarsata Hai, Hum To Intezaar Karte Rehte Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jb apka naam juban pr ata hai. Pata nhi dil q muskurata hai tasali ho jati hai mann ko koi hai apna jo hr pal haste hue yaad ata hai gd mrng
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Is Haseen Duniya Mai Chale Jai Jaha Hum Tum Or Muhabbat Ho Tumhe Chate To Bahut Hai Magar Jane Kaisi Y Chahat Ho Tum Se Kuch Maga Nai Bus Ek Muhabbat Muhabbat Or Muhabbat Ho..ii
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Chalo Tum Sath Mat Daina, Mujhay Beshak Bhula Daina, Naye Sapnay Saja Laina, Naye Rishtay Bana Laina, Bhula Daina Sabhi Vaaday, Sabhi Qasmein Sabhi Naatay, Tumhein Jaana! Ijazat Hai, Jo Dil Chahay Woh Sab Karna, Mgr Ab Tum Kisi Se Bhi Adhora Pyar Mat Karna
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pyaar Jab Milta Nahi Toh Hota Kyon Hai, Agar Khwabon Mein Wo Aaye Toh Insaan Sota Kyon Hai, Jab Yahi Pyaar Aankhon Ke Samne Kisi Aur Ka Ho Jaye, Toh Dil Itna Rota Kyon Hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Maine Ek Kitaab Padhi Jis Ke Pehle Panne Pe Likha Tha "Aao Mohabbat Samjhain" Aur Aakhri Panne Pe Likha Tha, "Jo Samajh Ke Ki Jaye Wo Mohabbat Nahi Hoti" Aur Aaj Tak Main Mohabbat Nahi Samjh Paaya
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Khwaish Aisi Karo Ki Aasman Tak Ja Sako, Dua Aisi Karo Ki Khuda Ko Pa Sako, Yu To Jeene Ke Liye Pal Bahut Kam Hai, Jiyo Aise Ki Har Pal Mein Zindagi Pa Sako.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kbhi Tujhe Bhulna Chaha, Kbhi Tujhe Mananaa Chaha, Maine Jab Bhi Chaha Sirf Tujhe Chaha, Jaane Kya Baat Likhe The Mere Kismat Me, Tune Jab Bhi Chaha Mujhe Rulana Chaha!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Faqat Meri Jaat Pr Itna Ehsan kar, ♥ Tu Hai Mera Ye Sare Aam Alaan kar,♥ Iss Qadar Or Na Tadpa Ab Tu Mujhe,♥ Ab Apni Ruh Ko Tu Mere Nam kar,♥
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS