• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Unke Bina Ek Pal B Bitana Mushkil Hai; Chaha Bahut Par Unhe Batana Mushkil Hai; Hogaye Hai Wo Is Khadar Apne K; Unki Zara Si Ghalti Par Ruth Jana Mushkil Hai...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • ना चाहो इतना हमे चाहतों से डर लगता है, ना आओ इतना करीब जुदाई से डर लगता है, तुम्हारी वफाओं पे भरोसा है, मगर अपने नसीब से डर लगता है…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Rishto Ka Dhaga Itna Kachcha Nahi Hota, Kisika Dil Todna Achcha Nahi Hota, Pyar To Dil Ki Avaz Hai, Kon Kahta He Ek Taraf Ka Pyar Sachcha Nahi Hota.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kyun tumhare is ashiq ka parwano me naam lete ho Keh kar ke dil doge humari jaan lete ho. Pata hai nahi rakh sakte hum apni dhadkano pe kaabu Phir kyun humari mohabbat ka imtehan lete ho. *
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • DiL ki kitab me gulab Unka Tha Raat Ki Nindo me Khwab Unka Tha Kitna Pyar krte Ho jab hamne Pucha Mar Jayege Tumhare Bina Ye jawab unka tha.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jo Kuchh Bhi Mila Hai Usi Mein Khush Hoon, Main Tere Liye Khuda Se Koi Taqraar To Nahi Karta, Par Kuchh To Baat Hai Teri Fitrat Mein Pagli, Warna Tujhe Chahne Ki Khata Hum Baar Baar Nahi Karte...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kya Naseeb Paya Hai Yaaron Wo Meri Duniya Thi Lekin Meri Kismaat Mein Nahi Thi, Kaash, Ki Wo Meri Kuch Na Hoti Bas Meri Kismaat Mein Hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pyar usse iss qadar karta chala jaaun, Wo zakhm de aur main bharta chala jau Usski zid hai ki wo mujhe maar hi dale, To meri b zid hai ki uspe marta chala jaau
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bhool Ke Bhi Mujhko Bhula Na Sakoge, Yaad Meri Dil Se Hata Na Sakoge, Banke Rahunga Dhadkan Main Tumhari, Band Karke Mujhko Chupa Na Sakoge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Wo chand hai magar aap se pyaara nahi, Shama ke bin parwane ka gujara nahi, Is dil ne suni ek pyari si aawaz, Kahi aap ne hame pukara to nahi……!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • I Don’t Know Why I’m So Afraid To Lose You When Your Not Even Mine, I Don’t Know Why I Love You So When U Don’t Even Love Me, I Don’t Know Why Your The One When I’m Just A Someone To You.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • All I Wanted Was Sum1 To Care For Me; All I Wanted Was Sum1 Would Be There For Me; All I Wanted Was Sum1 Would Be True; All I Wanted Was Sum1 Like U...coz I Love U!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Yaaro ki Mehfil Aise Jamai Jati Hai Kholane se Pehle Botal Hilaayi Jati Hai Fir Awaz Lgayi Jati Hai Aa Jao Tute DiL Walo Yaha Dard-E-DiL Ki Dawa Pilayi jati hai!,
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jab Waqt Ko Thaam Leta Hai Koi, Khayalon Me Naam Leta Hai Koi, Zindagi Bohut Haseen Ho Jati Hai, Jab Humse Behtar Hame Jaan Leta Hai Koi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jane kab hum itne bade ho gaye..., kabhi pehli baar school jane me dar lagta tha, aaj milte hi dost ban jate.., pehle 1st ane k liye pure saal padhte the, aj pass hone ko taraste hain., cartoons ki jagah ab reality shows ache lagte hain., kabhi choti c chot lagne pe itna rote the, aj dil tut jata hai fir b sambhal jate hain.. pehle dost bas sath khelne tak yaad rehte the, aj wahi dost jaan se jada pyare lagte hain Swee2
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • रात गुम सुम है मगर खामोश नही, कैसे कह दूँ आज फिर होश नही, ऐसे डूबा हूँ तेरी आँखों की गहराई में, हाथ में जाम है मगर पीने का होश नही
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Raat Kaisi Bhi Ho Gham Na Karo, Din Kaisa Bhi Ho Aankhe Nam Na Karo, Ek Sitara Bano Jagmagate Raho, Yaad Karte Raho Aur Yaad Aate Raho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Sapno Me Ek Pyara Dost Roz Aata Hai, Sath Guzre Har Pal Ki Yaad Dilata Hai… Dil Karta Hai Ye Lamha Yun Hi Ruka Rahe, Par Subah Hote Hi Khwab Toot Jata Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS