Kisi Ko Yaad Nahi Aati Koi Yado Me Rota Hai,
Kisi Ko Need Nahi Aati Koi Raat Din Sota Hai,
Sazaa Hamesa Ek Ko Hi Kyon Milti Hai,
Jabki Kasoor To Ek Ka Nahi Dono Ka Hota Hai.
Mohabbat Humse Na Hogi??
Suna Hy Is Mohabt Me Bohat
Nuksan Hota Hai
Mehakta Jhoomta Jevan
Ghamo K Naam Hota Thai
Suna Hai Chain Kho Kr Wo Sehr
Se Sham Rota Hai
Mohabbat Jo B Krta Hai Bohat
Bdnaam Hota Hai
Mohabbat Humse Na Have.....
Teri Aankhon Me Main Kho Nahin
Sakta, Tere Kaandhe Pe Main So
Nahin Sakta Hain To Bahut
Aansu Meri Aankhon Me Par Tere
Samne To Main Ro Bhi Nahin Sakta
कभी रो के मुस्कुराए , कभी मुस्कुरा के
रोए, जब भी तेरी याद आई तुझे भुला के
रोए, एक तेरा ही तो नाम था जिसे हज़ार
बार लिखा, जितना लिख के खुश हुए उस से
ज्यादा मिटा के रोए.
Todne Ke Liye To Waada Kiya Nahi Jaata,
Soch Samjh Ke To Pyaar Kiya Nahi Jaata,
Aye Dost, Pyaar Ho Ya Ho Dosti,
Use Ek Pal Bhi Dil Se Bhulaya Nahi Jaata.
Rishte pe naaz karo, kal jitna Bharosa tha utna Aaj karo.
Rishta wo nahi jo sirf Gum or Khushi m sath de.
Rishta to wo h jo Harpal Apnepan ka Ehsas de...
Har Dhadkan Ke Piche Koi Baat Hoti Hai,
Har Dard Ke Piche Kisi Ki Yaad Hoti Hai,
Aap Ko Pata Nahi Hai Shayad,
Aap Ki Har Khusi Ke Piche Hamari Fariyaad Hoti Hai.
Dushmano Se Nahi Apno SeDarr Lagta H
Bada Mushkil Ye Zndgi Ka SafarLagta H
Jaha Bhi Hoti H Andhero SeTanhai Ki Guftagu
Jaane Kyu Wo Mujko Mera HiGhar Lagta H....
Mujhe kisi ki zarurat nahi !
Siway tere…
Mere nazar ko talash jis ki barsonse !Kisi ke paas wo surat nahi
Siway tere…
Jo mere dil or meri zindagi se khelsake !Kisi ko itni ijaazat nahi
Siway tere..!
Nahi Mumkin Andheron Main Chiraaghon ka Bhuja Dena.
.
Bohat Mushkil Hai Meri Jaan Tumhen Dil Se Bhula Dena.
.
Tumhen Ek Din Sataein Gy Meri Chahat k Sab Jazbey.
.
Meri Gazlain Meri Nazmain, Mere Khat Bhi Jala Dena.
.
Kabhi Jo Yaad Aaon Main Tumhen Fursat k Lamhon Main.
.
Haseen Haathon Se Kaghaz Par Mujhe Likhna Mita Dena.
Nazuk si chot se sisha na tute ,
chhoti chhoti Bato se Apne na Ruthe ,
Thodi si Fikar hai agar Aapko hamari ,
to kosish kijiyega Rishto ki ye dor kabhi na tute.
Mere es dil ka kahna mano ek kaam kar do,
Ek be-naam si mohabbat ko mere naam krdo,
Meri yad par faqat itna hi ehsaan kar do,
Kisi din subah ko milo, or shaam kar do..!!
Masti Ko Mohabat Se Fanaah Kaun Karega
Yeh Farz Mere Siwa Adaa Kaun Karega,
Mere Haathon Ki Lakiron Ko Dekh Kar
Yeh Baata Ki Mere Saath Wafa Kaun Karega..iii