Pyaar Matlab:
Ek Pyaara sa dil, Jo kabhi nafrat nahi karta..
Ek Mushkurahat, Jo feeki nahi padti..
Ek Ehsas, Jo kabhi dukh nahi deta &
Ek Rishta, Jo kabhi katham nahi hota!
Bina Bataye Usne Na Jane Kyu YeDuri Kardi,
Bhichhad Ke Usne Mohabbat HiAdhuri Kardi,
Mere Mukaddar Me Gham Aye ToKya Hua,
Khuda Ne Uski Khwaish To PuriKardi..
Jis Se Maine Mohabbat Ki Wo Mohabbat Thi Kisi Aur Ki,
Dharkan Mere Dil ki,Aur Sansen Kisi Aur Ki,
Badal Gai Ye Duniya,Wo Duniya Hi Kuch Aur Thi,
Wo Bas Ik Sapna Tha Mera Haqeeqat Thi kisi Aur Ki,
Suno Mere Dosto Ye Faryad Mere Dil Ki,
Maine Hamesha Uski Parwah Ki,
Magar Usko Parwah Thi Kisi Aur ki..;;-))
Jaisi Hai Teri Tamanna Waise Pyaar
Karenge,
Har Dhadkan Par Apni Wafa Ka Ikraar
Karenge,
Jaha Bhi Jaoge Har Kadam Hume Hi
Paaoge,
Ishq Ke Har Mod Par Tera Intezaar
Karenge…
Acche Rishte Ke Liye Kise
Wade Ya Shart Ke Zarurat
Nhi Hoti, Iske Liye Sirf Do
Acche Insaano Ke Zarurat
Hoti Hai, 1 Mere Tarha Sweet
Or 1 Aap Ke Tarha Honey.
इश्क़ में कोई खोज नहीं होती,
यह हर किसी से हर रोज नहीं होती,
अपनी जिंदगी में हमारी मौजूदगी को
बेवजह मत समझना,
क्योंकि पलके कभी आँखों पर बोझ
नहीं होती...... TM
Tujh Ko Gila Raha Ke Tawajah Na Di Tujhe
Lekin Hamein Khud Apni Mohabbat Nahi Mili
Har Shakhs Zindagi Mein Bahut Der Se Mila
Koi Bhi Cheez Waqat-e-Zaroorat Nahi Mili...iu
Jane kya zamana mujhse chahta hai.
mera dil thod karmujhe hasana chahta hai
jane kya baat jalakti hai mere chehre se
jo har koi mujhe aajmana chahta hai.
Mohabbat Karne Wale,
Pyar Mein Bohat Majboot Ho Jate Hai,
Aur Sath Hi Bahut Kamzor Bhi,
Majboot Itne Ki Sari Duniya Se Lad Jaate Hain
Kamjor Itne Ki Sirf Ek Insaan Bina Reh Nahi Paate..
Khobsorat Vaadon Ko Tour Diya Us Ne,,,
Mujhe Yaad Rakhna Ab Chor diya us ne,
Bohat kiya karty thy Wafa ki Baten,
Lgta hai Wafa ka Daman chor diya us ne,
Jo Kehty thy k tm Bin g Nahi Sakty,
Lagta hai Mere bin Jeena seekh liya us ne,
Usko Zamane se fursat Nahi,
Ab to Haal Pochna b chor diya us ne,,,,,
Tmhare chand se chehre Pe Ghum Ache Nai Lagte
Humey keh do k chaly jao jo hum achy nhn lgty
Humein wo zakhm do jo sari omer na bhar payien
Jo jaldi bhar k mit jaien wo zakhm achy nhn lgty
Tumhen hr ghazal me likhna mera dastoor hai lekin
Sari mehfil me tery charchy humein achy nhn lgty
Main chahat ki us manzil pe aa pouncha hn
Ahmad"
Tumhare chahny waly mujhy achy nhn lågty.....!!