Jis Ghari Teri Yadon Ka Sama Hota
Hai, Phir Hume Aram Kanha Hota
Hai Hosla Mujh Me Nahin Tujko
Bhula Dene Ka Kaam Sadiyon
Ka Hai Lamhon Mai Kanha Hota Hai.
Teri Khushi se hi nhi Gum se bhi Rishta hai mera,
Tu Zindagi ka ek Aham hisa hai mera,,
Ye Pyar ka Rishta tmse sirf Lafzon ki Nhi,
Tere Dil se Dil ka Rishta hai mera.
ppyar-vyar to ek bahana hai.
dil mile na mile lips ko milana hai.
ye style hai sab ashiqo ka.
kya kahe doston
ye dilip kumar ka nahi emran hashmi ka jamana hai.
" मेरे प्यारे पति..!!!
" सवाल " कुछ भी हो,
" जवाब " तुम ही हो.
" रास्ता " कोई भी हो,
" मंज़िल " तुम ही हो.
" दु:ख " कितना भी हो,
" खुशी " तुम ही हो.
" अरमान " कितना भी हो,
" आरज़ू " तुम ही हो.
" गुस्सा " जितना भी हो,
प्यार तुम ही हो .
" ख्वाब " कोई भी हो,
" तकदीर " तुम ही हो.
यानि ऐसा समझो कि ,
" फसाद " कुछ भी हो,
सारे " फसाद " की " जड़ " ,
सिर्फ " तुम " ही हो ..
Aankhe aapki bahey to aansu mere ho saans aapki chaley to dhadkan meri ho bas zindagi main yehi dil ki tamanna hai ki jab bhi aap ki yaad aaye aap mere saamne ho......
Har Ek Saans Pe Tera Khayal Rehta Hai,
Meri Nazro Me Tera SawaL Rehta Hai,
Tu Ek Baar Meri Yaado Se Gujar Kar To Dekh,
Tere Bina Mera Kya HaaL Rehta Hai.
zindagi me hamne sirf unko hi chaha
khwab me hamne unko hi dekha
hui ek aisi galti hmse ki
wo hmse is kadar khafa ho gye
na hame ek najar pyar se dekha or na hi ek khat likha
उसके साथ रहते रहते हमें चाहत सी हो गई, उससे बात करते करते हमें आदत सी हो गई, एक पल भी ना मिले तो नज़रे बेचैन सी रहती है, दोस्ती निभाते निभाते हमें महोब्बत सी हो गई
मैने बहुत से ईन्सान देखे हैं,
जिनके बदन पर लिबास नही
होता,
और बहुत से लिबास देखे हैं,
जिनके अंदर ईन्सान नही
होता।
कोई हालात नहीं समझता,
कोई जज़्बात नहीं समझता,
ये तो बस अपनी अपनी समझ
की बात है…,
कोई कोरा कागज़ भी पढ़
लेता है तो कोई पूरी किताब
नहीं समझता!
gamza-o-naz-o-ada sab mein hai haya ka lagao
haye re bachpan ke shokhi bhi hai sharmai hui
vasl mein khali hui raqibon se mahafil to kya
sharm bhi jaye to janun ke tanhai hui
gard udi aashiq ke turbat se to jhunjhala ke kaha
vah sar chadhane lagi panv ke thukarai hui....iiii
Bhul se kabhi hame bhi yaad kiya karo,
Pyar nahi to Shikayat hi kiya karo,
Itna bhi gair na samjho ki baat hi na kiya karo,
Phone nahi to SMS hi kiya karo.
Missing You!!!!!!
Ek Ladki Thi Diwani Sachin Pe Wo Bahut Marti Thi,
Chori Chori Chpke Chpke
Harbhajan Ko Chithya Likha Karti Thi,
Nazre Zuka Kar Sarma Kar Raina Se Bate Karti Thi,
Kahna Tha Use Kohli Se Kuch,
Magar Dhoni Se Bahut Darti Thi.
Ab Ke Baar Eid Per Mehndi Lagao To Mujhe Yaad Karna,
Jo Milne Jaao Apni Saheliyon Se To Mujhe Yaad Karna,
Eid To Sab K Liye Khushi Le Kar Aaye Gi,
Tum Jab Tanha Baitho Gi To Mujhe Yaad Karna,
Chand Raat Doosron Ki Tarah Tum Bhi Masroof Ho Gi,
Kabhi Tumein Fursat Mile To Mujhe Yaad Karna,
Eid Ki Chooriyan Jab Le Kar Aao Gi,
Na Ho Koi Pehnane K Liye To
Mujhe Yaad Karna,
Tere Haseen Hathon Pe Rachi
Mehndi Ko,
Koi Thukra De To Mujhe Yaad
Karna
Jala k Ek chirgh Eid per apni
chukat Per Rakh jana,
Bujh Gaya Agar Hawa Se To Mujhe Yaad Karna,
Khol K Reshmi Baalon Ko Eid K Roz Jab Baitho Gi Sab k Beech,
Sanware Ga Nahi Koi Baal Tab Mujhe Yaad Karna,
Likhna Naam Mehndi se Apne
Hathon Per Mera,
Jab Mitay Ga Nahi tab Mujhe Yaad Karna,