• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Aasman Se Tod Ke Ek Taara Diya Hai.. Meri Tanhaai Ko Ek Sahaara Diya Hai.. Meri Kismat Bhi Naaz Karti Hai Mujhpar.. Ki Khuda Ne Mehboob Hi Itna Pyaara Diya Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Chahe Yaad Rakhna Ya Bhool Jana... Par Humein Apne Ansuo Ki Wajah Na Banana... Agar Apke Apne Hum Na Ban Sake...... To Begana Keh kar Kabhi Majak Na Udana....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • मोहब्बत भी ठंड जैसी है, लग जाये तो बीमार कर देती है..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pyar koi barish ka nam nhi Jo barse aur tham jaaye Pyar suraj bhi nahi , Jo chamke aur doob jaye Pyar to naam hai saans ka Jo chale toh zindagi aur Ruke toh maut ban jaaye..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • तुम्हारे पास हमारा दिल है उसकी हिफाज़त किया करो अगर है हमसे कोई शिकायत तो शिकायत किया करो
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kismat Kismat Ki Baat Hai, Aj Din Aur Kal Raat Hai, Kavi Dhoop To Kavi Barsaat H, Ye DOSTI Ka Silsila Chalta Rahega Jab Tak Hum hai Tabtak Hamra Msg Hai...!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jab Se Dekha Hai Tera Ankho Me Koi Bhi Aina Acha Nahi Lagta... Teri Mohabbat Me Aise Hue Hai Deewane Tumhe Koi Aur Dekhe To Acha Nahi Lagta...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kisi per kabhi yetbaar na karna muft main pyar mile to ekrar na karna sab yahan wafa ki qaatil hain inse wafa ki Umeed na karna
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jism Aur Jaan Juda Ho Gaye Aaj, Vo Mehendi Ke Rang Mein Kho Gaye Aaj, Hamne Chaha Jise Siddhat Se, Vo Umar Bhar ke liye Kisi Aur Ke Ho Gaye Aaj…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Apni Har Shayari Me Tera Naam Likhte Hain, Apni Har Saans Pe Tera Naam Likhte Hain.. Agar Yakeen Nahi To Aazma Ke Dekh Lo, Tere Samne Dil Khol Ke Tera Naam Likhte Hain..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aap ko bhul jaun umar guzarne ki baat hai.Aap ko na ho yakin ye aur baat hai.Jab tak rahegi sans tab tak rhoge yaad.Ye sans tut jaye to aur baat hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • ये रात में मोटरसाइकील के पीछे कुत्ते ऐसे तेजी से भागते हैं, जैसे . . . . अगले चौराहे पे 2 झापड़ मार के गाडी छीन ही लेंगे
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ik Ladki Hai Is Dunia Mein, Jise Pyar Main Karta Hu Ik Ladki Hai Is Dunia Mein Jiski Aankho Par Marta Hu Par Aksar Ye Khyal Mere Dil Mein Aata Rahta Hai Wo Mujhse Pyar Bhi Karti Hai, Ya Main Pagalpan Karta Hu Khair Khyalato Se Mujhko Ab Kya Lena Dena Hai Jab Mere Khyalo Mein Doobi Wo, Aur Mein Itrata Rahta Hu Aksar Chori Se Chupke Se, Wo Mujhe Nihara Karti Hai Main Bhi Usko Hi Dekh Dekh Din-Raat Gujara Karta Hu Suna Hai Maine Shaam Ke Waqt, Wo Gali Ko Meri Takti Hai Main Bhi Uski Hi Raaho Mein Palko Ko Bichaye Rakhta Hu Yu Khatm Na Ho Kissa Ye Us Se Mere Milne Ka Bas Isiliye Din Raat Mein Allah Se Dua Karta Hu
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mitti meri kabr se chura rha hai koi, reh-reh kr yaad aa rha hai koi, thodi si zindgi aur de de khuda, mayuus meri kabr se ja rha hai koi. Khan
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hamari dosti ka kitna faida uthhatay ho, 1msg bhej ke10 free pate ho, hamare dil par kyon zulm dhate ho, hamare msg forward kar k naye -naye dost banate ho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kehte hai pyaar ki seema nahi hoti Yeh toh dhoka hai jo sab kehte hai Pyaar ki seema honi chaiye Taki koi dil kisi aur dil ka na ho jaye…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Teri har adaa mohabbat si lagti hai, teri har judai muddat si lagti hai, pehle nahi soocha tha lekin ab sochne lage hain, zindagi ke har lamhon mein teri zaroorat si lagti hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS