• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Mausam Ko Dekho Kitna Haseen Hai, Thandi Hawye Or Bheegi Jameen Hai, Yaad Aa Rahi Hai Unki Kuch Baate, Wo Bhi Yaad Kar Rahe Honge Itna Yakeen Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Waqt Lagta Hai Rishte Banane Me, Aur Ruthe Ko Mnane Me, Ek Pal Me Toot Jate Hai Rishte Sare, Dard Tab Hota Hai, Jab Aankhe Roti Hai Kisi Apne Ko Bhulane Me.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Khushi se dil ko aabad karna, Aur gham ko dil se azad karna, Hamari bus itni gujarish hai ki hame bhi, Din me ek baar yaad karna..iiio
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ehsaas Ke Daman Me Aansu Gira Kar Dekho, Pyar Kitna Sacha Hai Aazma Kar Dekho, Pyar Ko Bhool Kar Kya Hogi Dil Ki Halat, Kisi Aaine Ko Zami Pe Gira Kar Dekho..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tum Humko Kabhi DiL Se Na Juda Karna, Hume Bhool Jao Kabhi Na Ye Gunha Karna, Kuch Din Beet Sakte Hai Baat Kiye Bina, Mgr Zindgi Na Beet Jaye Dua Karna.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kasailai Pani Ma Yo Dukha Chahanna Tipera Kasailai Chudaauna Chahanna Timilai Thaha Chhaina Kati Chahanchhuu Bhanera Timro Ti Yaad Le Kati Tadpi Baschhu Mero Yo Jiwanma Aru Kohi Thiyena Birsera Pani Ma Birsanna
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Khayal Mein Aata Hai Jab Uss Ka Chehra, To Labon Pe Aksar Faryaad Aati Hai, Hum Bhool Jaate Hai Uss Ke Saare Sitam, Jab Uss Ki Thodi Si Mohabbat Yaad Aati Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dam Aksar Parsayi Ka Bhart Hai, Haira Hu Ki Dil Mera Yeh Kya Karta Hai, Khauf Isko Gunah Se Nahi Hai Lekin, Iljame-Gunah Se Bahut Darta Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Chand NikleGa To Dua Mangege, Apne Hise Me Muqadar Ka Likha Mangege, Hum Talabgaar Nahi Duniya Aur Dolat Ke, Hum Rab Se Sirf Aap Ki Wafa Magenge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Log aksar apne pyaar ki tareef kiya karte hai... Taki wo unse juda na ho jaye.. Hum isliye khamosh rahte hai .. Taki koi aur ap par fida na ho jaye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Naa Jane Kab Wo Haseen Raat Hogi, Jab Unki Nigahe Humari Nigaho Ke Saath Hogi, Baithe Hai Hum Uss Raat Ke Intezaar Me, Jab Unke Hontho Ki Surkhiya Humare Hontho Ke Saath Hogi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Lage na nazar is rishte ko jamane ki ,pade na jarurat kabhi ek duje ko aajmane ki,aap chodna na hamara sath warna tamanna na rahegi phir koi rishta banane ki......KISHOR UPASE {P}
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ankho mein aansuo ko ubhar ne na diya, Mitti ke motiyon ko bikhar ne na diya, Jis raah pe pade the tere kadmo ke nishan, Us raah se kisi ko guzar ne na diya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Itna Na Todpao k Sochte Reh Jaye Itna B Na Satao k Rote Reh Jaye Zindgi K Bad B Chaha He Tuje U DIL Na Dukhao K SaaSe Ruk Jaye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS