Kuch Lamhe Aur Uska Sath Chahta Tha,
Ankho Mein Thami Wo Barsat Chahta Tha,
Janta Hu Bohat Chahti Thi Wo Magar,
Uski Zuban Se Ek Dafa Izhaar Chahta Tha.
Ek Shaks Paas Rehkar Bhi
Samjha Nahi Mujhe.
Is Baat Ka Malaal Hai Sikwa
Nahi Mujhe..
Mai Usko Bewafaai Ka Ilzaam
Kaise Du..
Usne To Shuru Se Kabi Chaaha
Nahi Mujhe..!
Ho Agar Waqt To Yaad Kar
Lena,
Dil Kuch Kahe To Bat Kar Lena,
Yu To Aap Apno Ma Busy Honge,
Agar Ek Pyaara Sa Lamha Bhi Mil Jaye To Hume Yaad Kar Lena.
Saqi par ilzam na aaye
chahe tujh tak jam na aaye
tere siva jo ke ho muhabbat
meri javani kam na aaye
jin ke liye mar bhi gaye hum
wo chal kar do gham na aaye
ishq ka sauda itna garan hai
inhen hum se kam na aaye
maikhane mein sab hi to aaye
lekin “jigar” ka naam na aaye..iii
Dhup Ho Chau Ho Tum Sath Nibhaya Karna;
Mere Chehre Pe Sada Palko Ka Saya Karna
Raah Dekhungi Mai Tumhari Sar-e-sham Yuhi;
Kabhi Jaldi Kabhi Der Se Aya Karna
Dant Lena Sar-e-mehfil Koi Bat Nahi;
Phir Akele Me Gale Laga Kar Manaya Karna
Jan Jaungi Mai Khushboo Se Tumhari Tumko;
Tum Piche Se Meri Ankho Ko Chupaya Karna
Jagna Chaho To Rat Bhar Bate Karna;
Nind Ajaye To Mujhe Apne Seene Par Sulaya Karna
Khoye Huwe Ansuo Se Mohbat Muje b Hai
Teri Tarha Zindgi Se Sikayat Muje b Hai
Tu Agr Nazuk Hai to Pathar Main B Nahi
Tanhai Me Rone Ki Adat Muje b Hai.
Tumhari Yaadon Ki Mahek
In Hawaon Mein Hai,
Pyaar Hi Pyaar Bikhra In Fizao
Mein Hai,
aisa Na Ho Ki Duriya Dard Ban
Jaye, ab To aapke Msg Ka Intezaar
Niaghon Mein Hai..
चुपके चुपके पहले वो ज़िन्दगी
में आते हैं;
मीठी मीठी बातों से दिल में
उतर जाते हैं;,
बच के रहना इन हुस्नवालों से
यारो;
इन की आग में कई आशिक जल
जाते हैं।
Kas mag li hoti
Khuda se
Sirf 2 pal ki
zindagi hi
Agla 2 pal tum hari yad
mei jina na pdta ;( ;(
Chal Ab Aja Tu To Bahut Door Nikal Gya ;(
i miss u vry much ;(
Come Back Baby Ur Shona iz Waiting ;(