Apni pyari Ankhon Main Chupalo Mujhko"
Muhabbat tm Se He Churalo Mujhko"
Dhoop Ho Ya Sehra Tera Sath Chalenge Hum"
Yaqeen NA Ho To Azmalo Mujhko"
Tere Her Dukh Ko Seh Lenge Hans K Hum"
Apne Wajood Ki Chadar Bana Lo Mujh Ko"
Zindagi Bhi Tere Naam Kardi Maine"
Bas Chand Lamhe Seeny Se Laga Lo Mujhko...
Kab Se Teri Intezar Hai Mujhko.
Kya Ye Pata Hai Tujhko,
Kya Yaad Hai Tujhe Woh Lamha Jo Tune Mujhe Pyaar Diya Tha.
Maine Teri Hath Tham Kar Tujhe Baho Main Badhkar Tera Pyaar Liya Tha.
Sawal Kuch B Ho,
Jawab Tum Hi Ho,
Rasta Koi Bhi Ho,
Manzil Tum Hi Ho,
Dukh Kitna Hi Ho,
Khushi Tum Hi Ho,
Arman Kitne Bhi Ho,
Aarzoo Tum Hi Ho,
Gussa Kitna Bhi Ho,
Pyar Tum Hi Ho,
Khawab Koi Bhi Ho,
Us Mein Tum Hi Ho, Tum Hi Ho.
Meri Aashiqui Ab , Tum Hi Ho
Dil Apna Bhi Tuta Tha
Jab Tune Yun Chora Tha
Pyar Toh Tha Humain Tumse
Toh Kyu Dil Ko Maroda Tha.
Yaad Aayi Toh Ab Aaye
Pyar Tum Na Samaj Paaye
Galti Hogyi Tumse
Jo Waapas Loth Tum Aaye.
Aashiq ne pucha khuda se,
Tune duniya ko pyaar ka dushman kyu bana diya?
Khuda bola aashiqo ne kaunsa mere saath accha kiya,
Unhone ne bhi toh yaar ko khuda bana diya....
Dil K Saagar Me Lehre Uthaya Na Karo;
Khwab Ban Kar Nind Churaya Na Karo;
Bahut Chot Lagti Hai Mere Dil Ko;
Tum Tanhaiyo Me Yad Akar Yu Tadpaya Na Karo!!!
जिनके दिल पे लगती है चोट
वो आँखों से नही रोते.
जो अपनो के ना हुए, किसी के नही होते,
मेरे हालातों ने मुझे ये सिखाया है,
की सपने टूट जाते हैं
पर पूरे नही होते..
वो बेवफा हमारा इम्तेहा क्या लेगी…
मिलेगी नज़रो से नज़रे
तो अपनी नज़रे ज़ुका लेगी…
उसे मेरी कबर पर दीया मत
जलाने देना…
वो नादान है यारो…
अपना हाथ जला लेगी.
Hum To Behaak Jaate Hain Unki Ek Nazar Se..
Aye Khuda Mai Hosh Me Aana Kaise Seekhu..
Lafz Tumne Diye Hain Firbi Diye Hain Kam..
Mai Uski Madhosh Ankho Ko Lafzo Me Kaise Likhu..!
Meri Ankho Me Jo Tasveer
Basi Hai, Usi Tasveer Me
Meri Taqdeer Basi Hai,
Kis Tarah Juda Kar Du Unko
Apni Ankho Se, Mohabbat Ki
Dunia Mujhe Usi Me Hi Mili Hai!
Ujray Hoye Logon Se Graizan Na Hoa Kar
Halat Ki Qabron Ke Ye Katbe Bi Parha Kar
Har Waqt Ka Hansna Tuje Barbad Na Kar De
Tanhai Ke Lamhon Main Kabi Ro Bi Lia Kar
QUE :
I, L, O, V, E, Y, O, U,Ek Alphbt Select Karo ThnI Will Tell U Tht ApkiShaadi Kesi Hogi......
ANS :
I-Unique (Special) Marriage
L-Double Marriage
O-Run Away And Merry
V-Love cum Arranged
E-Marry Best Friend
Y-Registered
O-Arranged
U-Love Marriage....!!
Swee2
Thodi Si Khushi ki Chah Krte Hai.---Bas Ek Chhoti Si Fariyad Krte Hai.---Aaj Fir Bethe Hai 1 Hichki K Intezar Mai....---Zra Pta To Chle Aap Hme kb yad Krte Hai