• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Ab Teri Kami Muje Satati Nahi Koi Ahsas Bhi Dil Me Lati Nahi Tu Hi Jo Bhul Gaye To Ab Muje Bhi Teri Yad Ati Nahi Dard To Ab Bhi Wahi He Dil Me Magar Eski Gahrai Itni Jati Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dard Sahne Se Nahi Darte Hum, Par Us Dard Ke Khtam Hone Ki Koi Aas To Ho, Chahe Dard Kitna Bhi Dardnaak Kyu Na Ho, Lekin Dene Wale Ko Uska Ehsaas To Ho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Wo Samne Thay Aur Hum Palke Utha Na Sake Chahte Thay Par Paas Unke Ja Na Sake Na Dekh Le Wo Apni Tasveer Meri Ankho Me Bas Yahi Sochkar Hum Unse Nazre Mila Na Sake.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • kabhi koi apna anjan ho Jata hai kabhi kisi anjan se pyar ho Jata hai Ye Jaruri nahi ki Jo khushi de usi se pyar ho Dil todne walo pe bi DIL Nisar ho jata hai...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • तेरे मेरे रिश्ते को क्या नाम दूँ, यह नाम दूँ या वह नाम दूँ, इस दुनिया की भीड़ मैं नाम हो जाते है बदनाम, क्यों न अपने रिश्ते को बेनाम ही रहने दूँ.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ranho Mai Hum Bohod Se Phul Dekhe Hai.... Usme Ek Tu Bhi Hai.... Gulson Ke Baharo Mai Parinda Hai Tu.... Mere Iss Jevan Ke Sabse Pyari Phull Hai Tu....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Palko Ko Jo Hmne Bhigoye Nhi. Vo Sochte K Hm Kabhi Roye Nhi. Puchte Hai K Kise Dekhte Ho Khwabo Me. Unhe Kya Pata K Hum Sadiyo Se Soye Nhi
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Meri Zindagi Me Faqat, Do Hi Kaam Namumkin Rahe Tujhe Paa Lene Ki Tamana Ya Phir ? Tujhe Bhool Jane Ki Khawaish.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hum to har bat khuda pe chhoddete he Tute na dil kisi ka isliye apna tod dete he Hum b insan he patthar to nhi Fir kyo log hur tufan hmari or mod dete h.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aye khuda karde us shaks ke hawale mujhko Ke apne seene se wo ek baar laga le mujhko Bikhar gai hun mein toot kar kai tukroon mein De usse taufeeq ke aake sambhale mujhko Ya tu uska saath aata kar mujhko umr bhar ke liye Ya tu chup chap apne paas bula le mujhko
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Rishta Nibhao Hamesha Muskura Kar, Kisi Ko Dhoka Mat Do Apna Bana Kar, Karlo Baate Jab Tak Zinda Hain Fir Na Kehna Chale Gaye Dil Me Yaadein Basa Kar..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • "Hum Aashique"Har Kam Me Kamal Kar De, Zo Wada Kare Wo Pura Har Hal Me Kar De, Kya Zarurat Hai,Ladkiyo Ko Lipistic Lagane Ki, Hum Chum-Chum Ke Hi Hoth Lal Kar De.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ye raat ye tanhai ye dil ke dhadakane ke aavaz ye sannata ye dubate taron ke khamosh gazalkhvani ye waqt ke palkon par soti hui virani jazbat-e-muhabbat ke ye aakhiri angadai bajati hui har janib ye maut ke shahanai sab tum ko bulate hain pal bhar ko tum aa jao band hoti meri aankhon mein muhabbat ka ik khwab saja jao
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aapki muskan hamari kamjori hai, Keh na pana hamari majburi hai, Aap kyon nahin samajhte is khamoshi ko, Kya khamoshi ko zuban dena jaruri hai?
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Raat Ki Tanhai Mein Akele The Hum, Dard Ki Mehfilo Mein Ro Rahe The Hum, Aap Hamare Bhale Hi Kuch Nahi Lagte, Par Fir Bhi Aapke Bina Bilkul Adhoore Hain Hum.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kabhii Yuun Bhii To Ho Dariyaa Kaa Saahil Ho Puure Chaand Kii Raat Ho Aur Tum Aao Kabhii Yuun Bhii To Ho Pariyon Kii Mahafil Ho Koii Tumhaarii Baat Ho Aur Tum Aao Kabhii Yuun Bhii To Ho Ye Narm Mulaayam Thandii Havaayen Jab Ghar Se Tumhaare Guzaren Tumhaarii Khushbuu Churaayen Mere Ghar Le Aayen Kabhii Yuun Bhii To Ho Suunii Har Manzil Ho Koii Na Mere Saath Ho Aur Tum
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tammana se nahi tanhaee se darte hain, Pyar se nahi ruswaai se darte hain, Milne ki to bahut chahat hai, Par milne ke baad judaai se darte hain…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jab Hawaon Ke Rukh Badalte Hain To Chirago Ke Bhi Kone Jalte Hain Is Mohabbat Ne Kaha Lakar Khada Kar Diya Ab To Baraf Chhune Se Bhi Haath Jalte Hain..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS