• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Kabhi tum muje kareeb se aa k dekna Aise nahi jara aur paas aa k dekhna, Main tum se kitna pyar karta hoon, Mujhe kabhi seene se laga kar dekna, Main tuje ashko ki kataar me najar aaunga, Meri yaad main kabhi aansu baha k dekna,
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Girti hue bearish ki bundon ko apni hatho me samet lo, Jitana pani tum samet paye samajh lo utna pyaar tum hame karti ho , Jitna pani tum samet na payi ho , Utana yaad tumhe ham karte hain …!!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil me har kisi ko pane ka arman nahi hota. Har koi dil ka mehaman nahi hota. Lelin jo ban jate hai apne use bhula pana aasan nahi hota.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pass Hote Tu Koi Shararat Karte Tuje Le Kar Banhon Main Mohabat Karte Dekhte Teri Aankhon Main Neend Ka Khumar Apni Khoi Hoi Neendon Ki Shikayat Karte Teri Aankhon Main Apna Aks Dhondte Khud Se Bi Zyda Tuje Chaha Karte Ik Dil Hi Tha Wo Bi Tere Pass Hai Jana Raat Bar Jar Ke Kis Ki Hifazat Karte
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Zaruri To Nahi Ke Insan Pyar Ki Murat Ho, Zaruri To Nahi Ki Insan Achha Or Khubsurat Ho, Par Sab Se Sundar Woh Insan Hain, Jo Aapke Sath Ho Jab Aapko Uski Zarurat Ho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Suno" Pyaar Barish ka Naam Nahi Jo Barse or Tham Jaye, Pyaar Suraj Nahi ki Chamke or Doob Jaye, Pyaar To Saanse Hai Jo Chale To Zindagi, Or Ruke To Mout Ban Jaye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • काश की खुशियो की दुकान होती, उनमे हमारी थोरी पहचान होती, सारी खुशियाँ डाल देता तेरी दामन मे चाहे, उनकी कीमत हमारी जान क्यो न होती.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pyar Wo Nahi Jo Kiya Jaye Pyar Wo Hai Jo Nibhaya Jaye Maine Jab Bhi Rab Se Shifarish Ki Tere Chehre Par Hansi Ki Guzarish Ki..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • pyar ko jab pyar se pyar hua to pyar ne pyar se pucha ki pyar kaisa hota h, ta b pyar ne pyar se kha ki jo is sms ko bde pyar se pad rha h pyar uske jaisa pyara hota h.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kaun Kehta Hai Dil Pagal Hai Pagalpan To Sirf Ek Bahana Hai Ek Baar Muskura Kar Meri Taraf To Dekho Sanam Ye Pagal Dil Sirf Tumhara Deewana Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Beti Ka Anokha Bayaan ..! Dear Papa.... Beti Bankar Ayi Hu Ma Baap Ke Jivan Me, Basera Hoga Kal Mera Kisi Aur Ke Aangan Me, Kyu YeReet "Rab" Ne Banai Hogi, Kehte Hai Aaj Nahi To Kal Tu Parai Hogi, Dekhe Janam Paal Poskar Jisne Hame Bada Kiya, Aur Waqt Aya To Unhi Hatho Ne Hame Vida Kia, Tut Ke Bikhar Jati He Humari Zindagi Wahi, Par Phir Bhi Us Bandhan Me Pyar Mile Zaruri To Nahi, Kyu Rishta Humara Itna Ajib Hota Hai, Kya BasYahi Betiyo Ka Nasib Hota He?
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tamannao Se Bhari Ho Zindagi, Khwahisho Se Bahra Ho Har Pal, Daman Bhi Chota Lagne Lage, Itni Khushiyan De Apko Aane Wala Kal.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kabhi yun bhi to ho dariya ka sahil ho pure chand ke raat ho aur tum aao kabhi yun bhi to ho pariyon ke mahafil ho koi tumhari baat ho aur tum aao kabhi yun bhi to ho ye narm mulayam thandi havayen jab ghar se tumhare guzaren tumhari khushbu churayen mere ghar le aayen kabhi yun bhi to ho suni har manzil ho koi na mere sath ho aur tum aao
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mere Wajood Ki Jageer Usne Mangi Hai, Mujh Se Meri Taqdeer Usne Mangi Hai, Ghuman Hota Hai Wo Bhool Sakte Hai Mujhe, KyuKi Aaj Meri Tasveer Usne Mangi Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aaye Ho Kareeb To Ab Door Mat Jana, Aye Zindagi Akela Mujhe Chod Mat Jana, Khata Jo Hui To Maafi Maang Lenge, Magar Dusaro Ke Sahare Chod Mat Jana.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tumhari khamoshi aj bhi hume rulati hai, Dil me ek dard uth si jati hai Kyo tadpati ho itna kuch toh bol do, Tumhari khmoshi na hume jine deti hai, Aur hume maut bhi nhi aati hai..........Prayashu
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Har Sham Se Tera Izhaar Kiya Karte Hai, Har Khwab Me Tera Didar Kiya Karte Hai, Diwane Hi To Hai Hum Tere, Jo Har Waqt Tere Milne Ka Intzaar Kiya Karte Hai,
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • "pyar me mrne jine ki ksme khate the wo, mere sath hi apna sara waqt bitate the wo, na jane kya khata hui h mujhse, kyo aaj rah chalte mujhse muh chhupate hai wo"
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Sakoon apne dil ka maine kho diya, Khud ko dard ke samandar mein dubo diya, Jo thi kabhi mere muskurane ki wajah, Aaj uski kami ne mere palko ko bhigo diya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS