• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Toote Khuwabo Ki Tasveer Kab Poori Hoti Hai Chand Taron K Beech Bhi Doori Hoti Hai Dena To Hume Khuda Sab Kuch Chahta Hai Par Uski Bhi Kuch Majboori Hoti Hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jinke Dil Par Chhot Lagti Hai Wo Ankho Se Nahi Roote, Jo Apno Ke Nahi Hue Wo Kisi Ke Nahi Hote, Waqt Ne Hume Ye Sikhaaya Hai Ki, Sapne Toot Jaate Hain Par Poore Nahi Hote..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tu Hi Bata Aye Dil Tujhe Samjhau Kaise, Jise Chahta Hai Tu Use Nazdeek Laun Kaise, Yu To Har Tamanna Har Ehsaas Hai Wo Mera, Magar Uss Shaqs Ko Ye Ehsaas Dilau Kaise.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jab Raat Ko Aapki Yaad Aati Hai, Sitaroon Main Aapki Tasveer Nazar Aati Hai, Khojti Hai Aankhen Aapko Aur, Aapki Yaadon Main Subah Ho Jati Hai..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • चलो अपनी चाहतें नीलाम करते हैं, मोहब्बत का सौदा सरे आम करते है, तुम अपना साथ हमारे नाम कर दो, हम अपनी ज़िन्दगी तुम्हारे नाम करते हैं|
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aap Jab Samne Se Gujara Jate Hai, Arman Dil Ke Ubhar Jaate Hai, Dekh Kar Apki Pyari Surat, Sahme Hue Phool Bhi Nikhar Jate H.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • 1 blind girl was loving a boy too much,He also loved her. 1 day someone donated eyes to girl, she wanted to see her lover.,She got shocked because he was also Blind......! she rejected him...:-( Boy gave a letter & gone.There was only 1 sentence in dat "PLEASE TAKE CARE OF MY EYES"
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • khamosh rah kr b unse baat krte hain, Aankhe band krkr unka deedar krte hain, Wo khte hain ki dur rah kr denge saza, Unhe kya malum hum dur rh kr b unhe hi pyaar krte hain.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Khamoshi uski mujhpe barasti hai Meri har aah uska dard samajhti hai Maloom hai ki majboor hai vo fir bhi meri nazar uske didar ko tarasti hai….
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Chaha Jise Use Bhulaya Na Gya, Zakhm DiL Ka Chupaya Na Gya, Tootne Ke Baad Bhi Use Itna Pyar Karte Hai, Ki Bewafai Ka Ilzam Bhi Lagaya Na Gya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Rukh Rukh Kar Unke Sath Hume Ek Chahat Se Ho Gaye... Baat Baat Karte Karte Hume Unke Adat Se Ho Gaye..... Unse Milne Ke Liya Ek Bechane Se Rahate Hai Hume... Na Jane Doste Nibhate Nibhate Hume Mohabbat Se Ho Gaye Hai.......
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tere Jane Ke Baad Koi Sahara Bi Toh Nahi, Tujhe Kabhi Tanhai Me Pukara Bi Toh Nahi, Bewafa Tujhe Hum Aaj Bhi Chahte Hai, Magar Phir Bi Tu Hmara Toh Nahi
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ye Ho Nahi Sakta Mujhe Teri Yaad Na Aaye.. Bhul Ke Bhi Bhulu Tujhe Wo Ehsaas Na Aaye.. Tu Bhule To Tujhe Koi Aanch Na Aaye sweet Aur Mai Bhulu To Mujhe Agli Saans Na Aaye..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Khuda Apni Khudai Har Lamha Dikhata Hai Tum Pyar Karo Isiliye Dil Banata Hai Pyar Ki Gehraiyon Mein Kaha Tak Doobe Ho Ye Dekhne Ke Liye Juda Karke Aazmata Hai...ii
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Rutthi Jo Zindgi To Mana lunga main.....!! Mile Jo Gam Vo Seh lunga main......!! agar tum hamesa Saath rahogi mere To......!! Nikalte Huye Aansuo Me Bhi Muskura Lunga main….!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mere Dil Ka Dard Kisne Dekha Hai. Mujhe Bas Khuda Ne Tadapte Dekha Hai. Ham Tanhaiyon Me Baith Rote Hain Aksar. Logon Ne Hame Sirf Maihfil Me Haste Huwe Dekha Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mohoboot Dil Ka Taaj Hota Hai. Kuch Log Mohobot Karke Vi Rota Hai, Meri Mano, Ea Mohobat Kuch Hota Hi Nehi Hai,. Lakin. Kisine Bola, Aankh Or Dil Ka, Milan Hi Mohobot Hota Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Agar Bhigne Ka Itna Hi Shouq Hai To Dekho Na Meri Ankho Me... Ye Barish To Har Kisi K Liye Hoti Hai Lekin Meri Ankhe Sirf Tere Liye Barasti Hai...!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS