• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Aaj zarurat hai jiski wo paas nahi hai, • • • Ab unke dil me wo ehsas nahi hai, • • • Tadapte hai do pal baat karne ko, • • • Shayad ab waqt hamare liye unke pass nahi hai…!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Chupkay Say Chand Ki Roshni Choo Jaye Apko Dheeray Say Ya Hawa Kuch Keh Jaye Apko Dil Say Jo Chahtay Hoo Maang Lo Khuda Say Hum Dua Kartay Hain Mil Jaye Woo Apko
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aankhon ki berukhi acchi nahi hoti, Yaaron se doori achhi nahi hoti Kabhi kabhi mila kariye hamse, har waqt SMS se baat puri nahi hoti…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dekha Jab Tujhko Pahli Bar To Ashik Ho Gye, Jane Kaise Tere Naino Me Samil Ho Gaye, Tujhko To Parvah Nahi, Magar Hum Teri Berukhi Se khud ke hi katil Ho Gaye..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Meri Barbadi Par Malal Na Karna; Bhul Jana Mera Khayal Na Karna; Hum Teri Khushi K Liye Kafan Odh Lenge; Par Tu Meri Lash Se Koi Sawal Na Karna!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aaj Barish Mein Tere Sang Nahana Hai, Sapna Ye Mera Kitna Suhana Hai, Barish Ki Bunde Jo Gire Tere Hotho Pe, Unhe Apne Hotho Se Uthana Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tanhai Le Jati Hai Jaha Tak Yad Tumhari; Wahi Se Shuru Hoti Hai Zindagi Hamari; Nahi Socha Tha Chahenge Tumhe Is Qadar; Par Ab To Ban Gaye Ho Tum Kismat Hamari...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • तुझे कोई और भी चाहे, इस बात से दिल थोडा थोडा जलता है, पर फखर है मुझे इस बात पे कि, हर कोई मेरी पसंद पे ही मरता है l
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tere akelepan me sath tera nibhaunga Teri tanhaiyo me tere pass me avuga Dilbara tu ek baar mujhe awaaz dekr to dekh khud ro kar bhi tujhe hasaunga
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Galat Fahmiyon Ne Kar Di Dono Mein Dooriyan Paida, Warna Fitrat Ka Bura Tu Bhi Nahi, Main Bhi Nahi !! Apne Apne Raston Pe Dono Ka Safar Jaari Raha, Ek Lamhe Ko Ruka Tu Bhi Nahi, Main Bhi Nahi!! Chahty Dono Bohat Ek Doosre Ko Hain Magar, Ye Haqiqat Maanta Tu Bhi Nahi, Main Bhi Nahi..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kasam Dekar Mujhe Majbur Na Karo; Khud Tanha Hojaoge Itna Ghuroor Na Karo Mana K Ap Pe Mera Haq Nahi; Apne Ap Ko Mujh Se Door Na Karo Pyar Kiya Hai Humne; Hame Zindagi Se Majboor Na Karo...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dard Jitna Hai Meri Nigahon Me. Paoge Na Utna Kisi Ki Raho Me. Bitana Chahte The Zindagi Jiski Bahon Me. Maut Bhi Na Mili Unki Panahon Me.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tu mujhe chhor jaye ye nahi ho sakta , Saathiyan , Meri baato me sada jikra tera , Meri yaad me teri fikra sada , Main jo bhi hoon tum hi to ho , Mujhe tumse mili apni adda, Kyonki tum hi ho ab tum hi ho , Jindgi ab aashiqui ab tum hi ho ..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Is Behte Dard Ko Mat Roko, Ye To Saza Hai Kisi Ke intezar Ki, Log inhe Aanshu Kahe Ya Deewangi, Par Ye To Nishani Hai Kisi Ke Pyar Ki.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kabi sath the tum hum yad rakhenge. Yado ki jalak Dil ke pass rakhenge. Mana ki hak nahi hamara, sweet Per humesha tujhe apne DIL ke pass rakhenge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kashish To Bahut Hai Mere Pyar Me; Lekin Hai Koi Pathar Dil Jo Pighalta Nahi; Agar Mile Khuda To Mangege Usko; Suna Hai Khuda Marne Se Pehle Milta Nahi...!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hamara har lamha chura liya aapne, aankhon ko ik chand dikha diya aapne. Hamein zindagi to di kisi aur ne, par pyaar itna dekar jeena sikha diya aapne.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Badi muddat se chaaha hai tujhe Badi duao se paaya hai tumhe Tujhe bhoolne ki soche bhi toh kaise dost Kismat ki lakeeron se churaaya hai tumhe....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Usse Kehna........!! Fasla Tum Bhana Rahe Ho,, Mager Itna yaad Rakhna,, Muhabbat Bar Bar Insan Per,, mehrban Nahi Hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS