Jaage hain der tak, humein kuchhder sone do
Thodee see rat aur hai, subah tohhone do
Aadhe adhure khwab jo pure naaho sake
Ek bar phir se neend me woh khwab aane do..
Waise Akele Hi Aaye Hain
Aur Akele Hi Jaana Hai,
Kaisa Bhi Ho Bandhan Ek Din
Toh Toot Jaana Hai, Koi Kitna
Bhi Rahe Paas Ya Kitna Bhi
Rahe Dour, Sukh Dukh Ka Jalwa
Apne Hi Mann Ka Afsana Hai.
Na Khusiyan Saath Hai
Na Mohabbat Paas Hai
Meri Zndgi Ke Har Pal Ko
Tanhaai Raas Hai..
Gila Kare Hum To Kis Se
Kare..
Wo Hi Nahi Hai Paas
Jo Sab Se Khaas Hai..!
To aa kabi dastak de mere dar pe,
Pyar pehle se km ho to shikayat krna,
Mere dil meiN utr sko to shayad ye jan lo,
Kitni khamosh muhabat tum se karta hy koi.
Vo Jate Hue Keh Gaye Ki Ab Toh Hum Sirf Tumhare Khwabo Me Hi Aayege... Koi Keh De Unse Jaake Ki Vo Wada Toh Nibhaye Hum Zindagi Bhar Ke Liye So Jayege...
Baat Din Ki Nahi Ab Raat Se Dar Lagta Hai,
Ghar Hai Kaccha Mera, Barsaat Se Dar Lagta Hai.
Tere Tohfe Ne Toh Bas Khoon Ke Aansoo Hi Diye,
Zindagi Ab Teri Saugaat Se Dar Lagta Hain..!!
Pyaar Ko Chhod Kar Tum Aur Koi Baat Karo,
Ab Mujhe Pyar Ki Har Baat Se Dar Lagta Hai!!
Aapke Hone Par Bhi Khud Ko Tanha Samjhu
Mai Bewafa Hu Ya Aapko Bewafa Samjhu
Zakhm Dete Ho Aur Marham Bhi Lagate Ho
Ye Aapki Aadat Hai Ya Aapki Ada Samjhu..!
Dil Ke Bazaar Me Doulat Nahi Dehki Jati
Pyar Ho Jaye To Surat Nahi Dekhi Jati
Ek Hi Insan Par Luta Do Sab Kuch Kyonki
Pasand ho Cheez to To Kimat Nahi dekhi Jati...
Aa Meri Jaan Mera Sabkuch Tu Apna
Kar Le, Bas Meri Chahat Se Rista
Kar Le, Tere Liye Me Kuch Bhi Ho
Skta Hoon!! Par Mere Liye Tu Wo
Hai Jiske Liye Me Saans Leta Hoon.
तू भी अपना होने का कुछ हक जता दे
यूं गवारा नहीं जीना बिन तेरे मुझे
कोई तो वजह बता दे
डूबा हूं जिस कदर तेरी चाहत में तूं भी डूबे
ऐसे कुछ तो हालात बना दे
कुछ और नहीं तो कर इतना करम
जहां तू याद ना आये वो जगह बता दे