• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • INSAN Pyar Karne k Liye hote hai or Paisa Istemal Karne ke Liye. Par DARD Tab Hota Hai Jab Log Paiso Se "PYAR", or Insano ka "ISTEMAL" Karte hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Juda mujhse meri mohabbat Na ho jaye... . Zindagi khud kahin dushman Na ho jaye... . Zindagi tab tak salamat Rakhna Mere khuda.. . Jab tak meri mohabbat ko Mujhse mohabbat na ho jaye..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Inn aankhon me kuch sapne palte hai, aanshu baher aane ko machlte hai , inn aankho me padlo sab dikhta hai. warna sabdo k mtlb to hajaro niklte hai....................
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • टूटे जब दिल तो लोग कहते है, तुम्हे उससे अच्छी अच्छी लड़की मिलेगी, पर कोई ये नहिँ समझता की जरुरत अच्छी की नहीँ, उस लड़की की होती है, जिससे मोहब्बत हो।
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • hamse door jaoge kese, dil se hame vulaoge kese, hum wo khusbu he jo sansoo me basi hai..... apne sansoo ko rok paoge kese?..(debu)
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil Ko Jiski Talash Thi Wo Dilbar Na Mila; Barso Jiska Intezar Tha Wo Pal Na Mila Ajeeb Khel Hai Ishq Ka; Kisi Ko Hum Na Mile To Koi Hame Na Mila Koi Humdum Na Raha Koi Sahara Na Raha; Kisi K Hum Na Rahe Koi Hamara Na Raha..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tu nahi to zindagi main aur kya reh jayega dur tak tanhaiyon ka silsila reh jayega kijiye kya guftagu kya un se mil kar sochiye dil-shikasta khvahishon ka zayaqa reh jayega dard ke sari tahen aur sare guzri hadase sab dhuan ho jayenge ek vaqiya reh jayega ye bhi hoga wo mujhe dil se bhula dega magar yun bhi hoga khud usi mein ek khala reh jayega dayar-e-inkar ke iqarar ke saragoshiyan ye agar tute kabhi to fasala reh jayega
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Koyi aa kar mera hath thaam le Mujhe tanhaiyo se darr lagta hai Koyi apna keh kar mera naam le Mujhe harjaiyon se darr lgta hai, Sama jaaye mere wajood mein, Mujhe judaiyo se darr lagta hain Mohabbat me, main dub jau magar Mujhe gehraiyon se darr lagta hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • PAS Aao, Ik Ilteja Sun Lo Pyar Ha Be-Panah Sun Lo Ek Tumhi Ko Khud Sa Manga Ha Jab B Koi Dua Mangi Sun Lo Ibteda Ishq Ki How Tum Sa Tum Ko Chahat Ki Inteha Sun Lo Bin Tere Je Nahi Sakunge Main Lot Ao Mere Sada Sun Lo Dekh Lo Zindagi Adhuri Ha Na Raho Aur Ab JUDA Sun Lo..iii
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • kagaz ki kashti thi, Pani ka kinara tha! Khel ki masti thi, DIL ye awara tha! Kaha aa gaye is Samajdari ki Duniya me, Wo School ka Bachpana hi pyara tha.!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jo badal jaaye fir vo yaar kaisa Jo toot jaaye fir vo sath kaisa Log aksar kehte hai mujhe fir se pyaar hua par hum kehte hai jo fir se ho jaaye vo pyaar kaisa.......
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Na Jaane Wo Kaun Tera Habeeb Hoga, Tere Hatho Mein Jiska Naseeb Hoga, Koi Tumhe Chahe Ye Koi Badhi Baat Nahi, Jisko Tum Chaho Wo Badha Khush Naseeb Hoga.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • every time ur at my sight , u luk a little more bright . somethime the moon shies , and hids somewhere in the sky . but wat is there to do ? i can hardly breath when ur in front of me . not a day go by , that i havent thought of u.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Na Jane Aap Par Itna Yaken Kyu Hai Aap Ka Khyal Bhi Itna Haseen Kyu Hai, Suna H Pyar Ka Dard Meetha Hota h Phir Aankh Se Nikla Aansu Namkeen Kyu Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Nazar Chahti Hai Deedar Karna Ye Dil Chahta Hai Tumhe Pyar Karna Tumhare Khayalon Me Doobe Rahe Hum Hai Kya Haal Dil Ka Kaise Kahe Hum..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Har Sham Se Tera Izhaar Kiya Karte Hai, Har Khwab Me Tera Didar Kiya Karte Hai, Diwane Hi To Hai Hum Tere, Jo Har Waqt Tere Milne Ka Intzaar Kiya Karte Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Flower is made 4 U, kaante is made 4 ME, happiness is made 4 U, sadness is made 4 ME, everything is made 4 U, and you made 4 ME.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kabi Dekha Hai Usko Nazar Bhar Ke Rubaru Hote Hi Palken Jhuk Jati Hai Keh Do Unse Guzre Na Hamari Dil Ki Galiyon Se Unke Kadmo Ki Aahat Se Meri Dharkane Rook Jati Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Main apke pyar me kuch aisakar jaunga, ban kar khusbu hawa me bikhar jaunga. bhulna chaho to sanso ko rok lena sans loge to main dil me utarjaunga
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS