Hum Gilla Nahin Karte.
Jo Na Ho Kismat Mein Vo Mila Nahin Karte.
Zakhm Kuch Iss Tarah Khaaye Hai Dil Pe Humne.
Yeh Itne Gehre Hai Ke Kabhi Silla Nahin Karte.
मेरी आँखों में कहीं प्यार , न
पढ़ लेना तुम
जो छुपा रक्खा है इक़रार , न
पढ़ लेना तुम
बात दिल की मैं कहाँ लाया
ज़ुबाँ पर
जब मैं ख़ामोश हूँ इज़हार , न पढ़
लेना तुम
Tumhe Dil Mein Basaya Dhadkan Ki Tarah,
Aankho Mein Basaya Kajal Ki Tarah,
Tumhe Khud Se Zyada Pyar Kiya Maine,
Par Tum Mujhe Bhool Gaye Sapno Ki Tarah.
Reality Of Life...!!
Insan do wajah se
bilkul badal jata hai...!!
.
....
. Ek Jab Koi bht khaas
us ki zindgi me aa jaye...
.
.
.
Aur jab Koi bht khaas us ki zindgise chala jaye..
Agree..?
Teri Har Ada Mohabbat Si Lagti Hain,
Ek Pal Ki Bhi Judai Muddat Si Lagti
Hain,
Pehle Nahi Soocha Tha,
Aab Soochne Lage Hain,
Jindgi Me Har Pal Teri Jarroorat Si
Lagti Hain.
Dil Me Tamannaon Ko Dabana Seekh Liya
Gam Ko Ankhon Me Chhipana Seekh Liya
Mere Chahere Se Kahin Koi Baat Zaahir Na Ho.
Daba Ke Hoto Ko Hamne Muskrana Seekh Liya…
Soch Kar Uske Baare Mein Muskurate
Hai Hum, Khud Ko Hi Uski Kahani
Sunaate Hai Hum, Jab Bhi Hum
Yaad Karte Hai Usko, Saari Duniya
Ko Us Waqt Bhul Jaate Hai Hum.
Yaadon Ko Tumhari Dilse Na Bhulayenge.
Ek Pal Bhi Bichaad Kar Tumse Dur Nahi Jayenge.
Kabi Sapno Me To Kabi Yaadon Me Aayenge.
Kabi Dilse Yaad Karke Dekhna.
Saamne Aa Jayenge.!
Fiza Mein Mehakti Shaam Ho Tum,
Pyaar Mein Jhalakta Jaam Ho Tum,
Sine Mein Chupaye Phirte Hain Hum Yaadein Tumhari
Isliye Meri Zindagi Ka Dusra Naam Ho Tum
Saath Na Sahi Tanhaai Toh Milti Hai,
Mulakaat Na Sahi Judaai Toh
Milti Hai, Kaun Kehta Hai Pyar
Mein Kuch Nahi Milta, Zindagi Bhar
Ki Yaden Aur Ruswaai Toh Milti Hai.
Ragon mai khoon ke badle pani kanha se aa gaya....
Hum to uske chahat mai kho gaye the....
Kaun jane kayse hua....
Wo bhi humare chahat mai kho gaya....
Aur mujhe usne aapne dill mai bulaya hai....
Mohabbat Sikha Ke Wo Judaa Ho Gaye,
Na Socha Na Samjha Khafa Ho
Gaye, Duniya Me Ek Baar Humne Kisi
Ko Apna Kaha Tha, Wo Bhi Logon Ki
Baaton Me Aakar Bewafa Ho Gaye.!
bindass chhotan chandra