Dushmano Ko Bhi GaLe Se Lagana Nahi BhooLe,
Hum Apne Buzurgo Ka Zamana Nahi BhooLe,
Kat Gye Hath Ye Aur Baat Hai Lekin,
Hum Aapki Tasveer Banana Nahi BhooLe.
Wo Sham Wo Rukhsar Ka Sman Yaad Rahe Ga
Wo Shehr Wo Kocha Wo Makan Yaad Rahe Ga
Wo Tain K Ubrhi Thi Idhar Yaad Rahe Gi
Wo Dard Ka Utha Tha Yahan Yaad Rahe Ga
Kabhi Muskuraya Nahi To Muskurakar Dekho;
Nazre Milayi Nahi To Milakar Dekho;
Hum To Wo Yad Hai Jo Dil Me Bas Jate Hai;
Yakeen Na Aye To Dil Laga Kar Dekho!!!
Hum Khwabo Me Tumse Mila Karte Hai;
Haste Hai Rote Hai Shikwa Gila Karte Hai;
Par Keh Nahi Pate Hai Haqiqat Tumse;
Aye Sanam Hum Tumse Bahut Pyar Karte Hai!!!
Baha Ke Aanshu UsNe Mujhe Ye Sawal Kiya,
♥
Kiyu Aakir Tumne Mujhe Is Qadar Pyaar Kiya,
♥
Kuch Ayese UsKe Sawal Ne Mujhe Tarpa Diya,
♥
Ki Badi Muskil Se MaiNe Apne Aanshoon Ko Chupa Diya,
♥
UsNe Apni Qasam Dekar MujhSe Kaha Meri Saadi Me Zaroor Aana,
♥
MaiNe Hansh Kar Us Waqt Haa Me Sir Hila Diya,
♥
Meri Hansi Ne Us Ko Kuch Aysa Tarpa Diya,
♥
Usne Fir Se Rote Hove MujhSe Wahi Sawal Kiya,
♥
UsKe Aanshu Ko Saaf Krte Hove Maine...
♥
Aakhir Ye Jawab Diya, Ja MaiNe Tumhe Aazad kiya...!
Jinke Dil Par Chhot Lagti
Hai Wo Ankho Se Nahi Roote,
Jo Apno Ke Nahi Hue Wo
Kisi Ke Nahi Hote, Waqt Ne
Hume Ye Sikhaaya Hai Ki,
Sapne Toot Jaate
Hain Par Poore Nahi Hote..
Wo Mere Paas Hai Kya Paas Bulao Uss Ko,
Dil Mein Rehta Hai Kaha Dhundne Jaun Uss Ko,
Wo Mujhe Itna Nazuk Or Itna Pyara Lagta Hai,
Kabhi Gir Bhi Jaaye To Palko Se Uthao Uss Ko.
Dhalti raat ka khula ehsas hai,
Mere dil me teri jagah kch khas hai,
Ae jaanu tum nai ho yahan mujhe malum hai
Par dil kahta hai, ki tu dil ke paas hai.
खूबसूरत सा एक पल किस्सा बन जाता है,
जाने कब कौन ज़िंदगी का हिस्सा बन जाता है;
कुछ लोग ज़िंदगी में मिलते हैं ऐसे,
जिनसे कभी ना टूटने वाला रिश्ता बन जाता है।
kaho na kaho Wo Mohabbat rahegi. .
DiL mein Unse milne ki Chaahat rahegi. . .
Wo kya jaane kitna marte hain unpar. . .
Hamari rooh ko bhi unki aadat rahegi.