Must Read...
.
Agar koi Aap ko Achha Lagta Hai..
To Achha Wo Nahi Achhe Aap Ho..
.
Q k Aap Us Mein Achhaai Talash karte Ho..
.
Khubsurat Hona Ehm Nahi..
Ehm Hona khubsurati Hai..
.
Khubsurat Insan Se Mohabbat Nahi Hoti..
.
Bal-ke Jis Se Mohabbat Ho Jaye..
.
Wo khubsurat Lagne Lagta Hai..
Rishte khoon k Nahi Hote..
Rishte Ehsaas k Hote Hain..
Agar Ehsaas Ho To Ajnabi Bhi Apne..
.
Aur Agar Ehsaas Na Ho To Apne Bhi Ajnabi Hote
Hain..
4 you sweet heart
Hum apse juda rehna nahi chahte,
hum apse khafa hona nahi chahte,
khuda na kare hum kabhi juda ho,
kyunki apse juda hoke hum jeena nahi chahte...
खुदा की रहमत में अर्जियाँ नहीं चलतीं,
दिलों के खेल में खुदगर्जियाँ नहीं चलतीं,
चल ही पड़े हैं तो ये जान लीजिए हुजुर,
इश्क़ की राह में मनमर्जियाँ नहीं चलतीं !
Mujhe Pata Nahin Kya Ho Jata Hai,
Neend Aati Nahin Or Chain Kho Jata Hai,
Phir Dil Bechain Ho Jata Hai,
Or Khwaab Kuch Aisa Aata Hai,
Ki Aap Ka Hath Hamare Hathon Mein,
Or Sir Hamare Kandhe Pe Nazar Aata Hai…
Kismat Kismat Ki Baat Hai,
Aj Din Aur Kal Raat Hai,
Kavi Dhoop To Kavi Barsaat H,
Ye DOSTI Ka Silsila Chalta Rahega
Jab Tak Hum hai Tabtak Hamra Msg Hai...!!!
Dil Me Dil K Zajbaato Ko Chupana
Nahi Chahiye, Dil Se Dil Ki
Doori Ko Badhana Nahi
Chahiye, Agar Aapke Dil
Me Koi Or Hai, To Dil Me Lagi
Us Aag Ko Bujana Nahi Chahiye..
Humare Zakhmo Ki Saza Bhi Tum Ho,
Humare Zakhmo Ki Dawa Bhi Tum Ho,
Tum Namak Zakhmo Pe Lagao To Bhi Hum Seh Lenge,
KyuKi Mohbat Karne Ki Wajah Bhi Tum Ho.
Khud tere paas aane ko jee chata hi,
roya hu bhut uske liye.
ab usko rulane ko jee chata hai ,
socha nhi tha aauga tere paas ,
unko kbhi chhod ke.
lekin ab tere pas aane ko jee chata hi.