Chupke se chand ki roshni chhu jaye aapko,
Dheere se yeh hawa kuch keh jaye aapko,
Dil se jo chahte ho maang lo khuda se,
Hum dua karte hain mil jaye woh aapko.
Khuda se dua kari thi kabhi nind aae to me sota hi raha jao us bewaafa ko zindgi bhar ke liye bhol jao pal pal kiya tha pyer ka enatjar ab dua hai pal pal nhi bas abhi mar jao
Ye Aur Baat Teri Gali Main Na Ayen Ham
Lekin Ye Kia K Shehr Tera Chor Jayen Ham
Mudat Hoyi Hai Koye Butan Ki Tarf Gaye
Awargi Se Dil Ku Kahan Tak Bachyen Ham
Shayad Baqed-e Zeesat Ye Sa’at Na Aa Sake
Tum Dastan-e Shoq Suno Aur Sunain Ham
Be Noor Ho Chuki Hai Bahut Shehr Ki Faza
Tareek Raston Main Kahin Kho Na Jayen Ham
Us Ke Baghair Aaj Bahut Ji Udas Hai
Jalib Chalo Kahin Se Usay Dhond Layen Ham
Har waqt muskurana fitrat h hmari,
Aap khush raho yahi hasrat h hmari,
Apko yaad aaye ya na aaye pr,
apko yaad krna aaddat h hmari.......................
Ishq ne hame benaam kar diya,
Har khushi se hame anjaan kar diya,
Hamne to kabhi nahi chaha ki hame bhi mohabbat ho,
Lekin aap ki ek nazar ne hame nilaam kar diya....
yu hi ashiqi ko zamaane me jataya na karo,
samjha karo auro ke jazbat unhe itna sataya na karo,,
yu hi apne pyaar ki taareefe kisi ko bataya na karo,
Beshkeemti hai apki mohabbat ,yu hi kisi pe zaya na karo!
Karoge Yaad Gujre Jamaane Ko
Tarsoge Hmare Saath Ek Pal Bitaane Ko
Fir Awaaz Doge Vapas Bulaane Ko Aur Hum
Kahenge
Darwaaza Ni Hai Kabra Se Bahar Aane Ko..
DiL Me Basa Ek Naam Hai,
Unki Khusbu Tak Ki Hume Pehchan Hai,
Agr Tum Mere Na Ho Sake To Koi Ghum Nahi,
KyoKi Ishq Me Loot Jana To Aashiqo Ka Kaam Hai.
Sitaare nikalte hai ki raat aaye,
main kya likhu ki aapka jawabaaye,
sitaro si chamak to mujh me nahi,
par main kya karu ki aapko meri yaad aaye….??
I Miss You…
tumhari yado ki mahak in hawaon me hai.
pyaar hi pyaar bikhra in fizaon me hai.
aisa na ki duriya dard ban jaye sweet
ab to aap k aane ka intejar in nigaho me hai
माना के किस्मत पे मेरा कोई ज़ोर नही,
पर ये सच ह के मोहब्बत मेरी कमज़ोर नही,
उस के दिल मे, उसकी यादो मे कोई और है
लेकिन,
मेरी हर साँस में उसके सिवा कोई और
नहीं!!!
Khamosi me jo sunoge wo awaz hmari hogi.
Zindgi bhar sath rhe wo pyar hmara hoga.
Duniya ki hr khushi 1 din aapki hogi,
kyunki inke piche dua hmari hogi.
Bekhudi Se Kabhi Kisi Ka Haq Ada Nahi Hota
Wo Juda Ho Jate Hain Magar Gam Juda Nahi
Hota
Chhod Diya Hai Beech Manzil Kisi Patthar Ke
Sahare
Kaise Unhe Bataye Ki Har Patthar Me Khuda
Nahi Hota..!
Kagaz Pe Nahi Likhte Kuchh Raaz
Mohabbat Ke, Pal Bhar Me
Bikhar Jate H Alfaaz Mohabbat
Ke, Use Toot Kar Chaha To Hum
Khud Hi Bikhar Gaye, Aise Bhi
Badalte Hain Andaaz Mohabbat Ke.
Bahut Armaan Tha Tere Pyar Ko Paane Ka
Shikwa Hai Sirf Tere Khamosh Reh Jane Ka
Deewangi Is Se Badh Kar Kya Hogi
Aaj Bhi Intezar Hai Tere Laut Aane Ka..!