Socha tha jab milenge raah chalte kabhi, dil ki baaten juban par na aane denge, hamne lab khole bhi nahi aur wo sab jaan gaye, khaamoshiyon ko samazne ki wo adaa unme aaj bhi hai….
Uljhan Agar Koi Aaye To Mujhse Na Chupana,
Sath Na De Jubaan To Aakhon Se Bata Dena,
Har Kadam Par Sath Rahenge Hum Aapke,
Apna Jo Banaya Hai To Kabhi Na Hame Bhulana.
Meri Yaadon Mein Tum Ho Ya Mujh Mein
Hi Tum Ho,
Mere Khayalon Mein Tum Ho Ya Khayal Hi
Tum Ho,
Dil Mera Dhadak Ke Baar Baar Ye Puche,
Meri Jaan Mein Tum Ho Ya Meri Jaan Hi
Tum Ho
Dukh me khusi ki wajah banti h mohabbat,Dard me yaado ki wajah banti h mohabbatJab kuch b acha nai lagta hume duniya meTab humare jine ki wajah banti h Mohabbat
Ab To Teri Hi Yad Me Tadapta Hai Mera Ye Dil;
Tu Hi To Hai Mere Pyar Ki Wo Manzil
Tuje Khoja Hai Maine Jane Kitne Thikano Me;
Kabi Apno Me To Kabi Khud Begano Me
Ab Rahat Hai Dil Ko K Tu Mere Pas Hai;
Tuje Kya Malum Tu Mere Liye Kitna Khas Hai
Teri Khushi Ko Dekh Kar Mujme Ati Hai Jan;
Mere Liye To Anmol Hai Bas Teri Pyari Muskan
Jab Hai Tu Sath Mere Tab Nahi Hai Mujhe Koi Dar;
Ab To Yahi Chah Hai Ban Ja Tu Mera Humsafar
Kaash aisa ho ki tumko tumse chura loon,
waqt ko rok kar waqt se ek din chura loon,
tum paas ho to is raat se ek raat chura loon,
tum saath ho to is jahan se ye jahan chura loon,
Tu itni khoobsurat hai kaise bayaan karoon
Dil yahi chahata hai ki bas dekhta rahoon
Kitni phursat se banaya hoga Rabb ne tujh ko
Shayad teri soorat par pyaar aa gaya hoga usko
Swee2
हल्की सी आहट पे भी ये दिल धड़क जाता है
तेरी खामोशी का शोर मुझ तक चला आता है
तु कुछ ना कह मुझ से मे सुनती हूँ तेरी हर सदा
मेरे शहर का हर परिंदा अब तेरी खबर लाता है।
Bas Itni Mohabbat Kaafi Hai,
Tum Saath Raho Sanso Me Raho,
Tum Paas Raho Baahon Me Raho,
Dilme Raho Dharkan Ki Tarah,
Khwaabo Me Raho Yaado Ki Tarah,
Tum Hass Ke Milo Apno Ki Tarah...!
साथ नहीं रहने से रिश्ते नहीं टूटा करते
….. वक़्त की धुंध से लम्हे नहीं टूटा करते हैं
…. लोग कहते हैं कि मेरा सपना टूट गया
…. टूटती सिर्फ नींद हैं , सपने कभी टूटा
नहीं करते ….
Riste wo nahi jisme Roj baat ho!
Riste wo bhi nahi jisme har Roz saath ho!
Riste wo bhi hai jisme kitni bhi duriyaa ho!
Lekin hamesha AAP ki yaad ho...
Tu nahi to zindagi main aur kya reh jayega
dur tak tanhaiyon ka silsila reh jayega
kijiye kya guftagu kya un se mil kar sochiye
dil-shikasta khvahishon ka zayaqa reh jayega
dard ke sari tahen aur sare guzri hadase
sab dhuan ho jayenge ek vaqiya reh jayega
ye bhi hoga wo mujhe dil se bhula dega magar
yun bhi hoga khud usi mein ek khala reh jayega
dayar-e-inkar ke iqarar ke saragoshiyan
ye agar tute kabhi to fasala reh jayega