Nighaon me tum humko bsa lo,
Dil ke pass tum humko hi bitha lo,
Pyar itna kro ki hum bhool jaaye sbko,
Tum hamari wafa ki tasveer hi aapne dil mein bna lo,
Swee2
Dete Ho Kyu Yeh Dard Bas Humhi Ko?
Kya Samjoge Tum In Aankhon Ki Nami Ko
Yuh Toh Honge Lakho Diwane Is Chand Ke
Chand Kya Mehsus Karega Ek Taare Ki Kami Koooo
भिजून गेला वारा, रुजून आल्या गारा
बेभान झाली हवा, पिऊन पाऊस ओला
ये ना जरा, तू ये ना जरा, चाहूल हलके दे ना जरा
झिम्माड पाऊस, तू नको जाऊस, चुकार ओठ हे बोले
श्वासांत थरथर, सरीवरी सर, मन हे आतूर झाले
ये ना जरा, तू ये ना जरा, मिठीत हलके घे ना जरा
स्पर्शात वारे, निळे पिसारे, आभाळ वाहून गेले
तुझ्यात मी अन माझ्यात तू, कसे दोघांत जग हे न्हाले
ये ना जरा, तू ये ना जरा, मिटून डोळे घे ना जरा
Pappu V/S Teacher
Teacher :- Insaan Wo Hey Jo dusron K Kaam
Aaye.
.
.
.
Pappu :- Lekin Exam K Waqt Na To Aap Khud
Insan Banti Hain,
OR
Na dusron Ko Insan Banne Deti Hain
__--__--__--
Mai Ja Rhi Hu Bahot Door Tumse. .
Wo Kah Gyi Mera Intezaar Na Karna. .
. .
Tumhara Dil Kahega Mai Laut Aaungi. .
Apne Dil Par Tum Aitbaar Na Karna. .
. .
Ussne Kaha Wo Bhool Chuki Hai Mujhko. .
Fir Kaha Mujhe Yaad Na Karna. .
. .
Ussne Kaha Kii "Mujhe Pyar Nhi Tumse". .
Fir Ye Bhi Kaha Ki "Kisi Aur Se Pyar Na Karna"
. .
Ye Kisne Kaha K Anjan Ban K Aya Kar;
Mere Dil K Aine Me Mehman Ban K Aya Kar;
Dedi Hai Tujhe Dil Ki Hukumat Humne;
Aye Sanam Tu Hamesha Is Dil Ka Sultan Ban K Aya Kar!!!
Tujhe Inkar Hai Mujse, Mujhe
Ikrar Hai Tujhse, Tu Khafa
Hai Mujse, Mujhe Chahat Hai
Tujhse, Tu Mayoos Hai Mujhse
Mujhe Khushi Hai Tujhse,
Tujhe Nafrat Hai Mujhse,
Aur Mujhe Pyar Hai Tujhse..
Chahat Paane Ki Hasrat
Kise Nahi Hoti...
|
Magar Har Kisi Ki Aisi
Kismat Nahi Hoti...
|
Koi Ek Hota Hai jo Sama
Jata Hai Dil Me...
|
Har Kisi Se Ye Muhabbat
Nahi Hoti...
Jab Tu Saath Hai To Kisi Ki Zarurat Nahi Mujhe..
Andhera Hai Par Roshni Ki Zarurat Nahi Mujhe..
Teri Mohabbat Kahi Jane Nahi Deti Mujhko..
Tere Siva Kisi Ko Apna Banane Ki Hasrat Nahi Mujhe..!
Yun HumKo Sataane Ki Zaroorat Kya Thi,
Dil Mera Tod Ke Jaane Ki Zaroorat Kya Thi,
Jo Nahin Tha Ishq To Keh Diya Hota,
Humein Yun Aazmaane Ki Zaroorat Kya Thi,
Maaloom Tha Gahre Khwaab Toot Jaayenge,
Neind Mein AaKar Jagaane Ki Zaroorat Kya Thi..