Duriya Hote Huye Bhi Safar
Vahi Rahega, Door Hote Huye
Bhi Dostana Vahi Rahega,
Bahot Mushkil He Ye Safar
Zindgi Ka, Agar Aapka Sath
Hoga To Ehesas Vahi Rahega.
Yoon To Zindagi Mein Ajeeb Mod Aayenge,
Kabhi Khushi To Kabhi Gam Hazaar Aayenge,
Rakhna Tum Hamesha Khud Ka Khayal,
Jab Aap Hasenge Tabhi Ham Muskurayenge.
Pyaar ki aanch se to patthar bhi pighal jata hai,
Sache dil se sath de to naseeb bhi badal jata hai,
Pyaar ki rahon par mil jaye sacha hamsafar,
To kitna bhi gira hua insaan bhi sambhal jata hai?
Pyar Ke Panno Se Bhari Kitab Ho
Tum, Rishton Ke Phulo Mai Gulab
Ho Tum, Kuch Log Kehte Hai Ke
Pyar Sacha Nhi Hota, Un Logon
Ke Har Sawaal Ka Jawab Ho Tum.
Chiraago Ka Kya Hai Ye To Jalte Rahenge..
Gulaabo Ka Kya Hai Ye To Khilte Rahenge..
Tum Hume Apna Samjho Ya Bhool Jao..
Lekin
Bankar Hawa Har Pal Hum Aapse Milte Rahenge..!
Na Bejhti Ho Khat Kya Koi Khata Ho Gayi Hai,
Daak Ki Hadtaal Hai Ya Pata Kho Gaya Hai,
Kis Taraf Teri Najar Hai Kis Taraf Yeh Khyal Hai,
Paanv Gungru Chham Chham Morni Si Chal Hai,
Tere Mere Pyar Mein Najar Ki Najakat Chahiye,
Jab Milan Ki Raat Ho Tab Sarafat Chahiye….
Kisi Ne Kaha Wo Ajnabi Hai
Dil ne kaha ye Dil ki Lagi hai
Kisi ne kaha wo Sapna hai
Dil ne kaha phir b Apna hai
Kisi ne kaha wo do pal ki Mulaqaat hai
Dil ne kaha ye sadiyo ka 7 hai
Kisi ne kaha wo teri Bhool hai
Dil ne kaha phir b qabool hai
Kisi ne kaha wo teri Har hai
Dilne kaha yehi to PYAAR hai...
Humare Zakhmo Ki Saza Bhi Tum Ho,
Humare Zakhmo Ki Dawa Bhi Tum Ho,
Tum Namak Zakhmo Pe Lagao To Bhi Hum Seh Lenge,
KyuKi Mohbat Karne Ki Wajah Bhi Tum Ho.
~ + ~ + ~ + ♥:-D
1) सुना है तुम ज़िद्दी बहुत हो,
मुझे भी अपनी जिद्द बना लो.!!
2) जो मैं रूठ जाऊँ तो तुम मना लेना,
कुछ न कहना बस सीने से लगा लेना।
3) आज तो हम खूब रुलायेंगे उन्हें,
सुना है उसे रोते हुए लिपट जाने की आदत है !
4) हुए बदनाम मगर फिर भी न सुधर पाए हम,
फिर वही शायरी, फिर वही इश्क, फिर वही तुम.
5) सिर्फ तूने ही कभी मुझको अपना न समझा,
जमाना तो आज भी मुझे तेरा दीवाना कहता है.!
Tere hath ki kash main wo Lakeer ban jaun,,
Kash main tera muqaddar teri taqdeer ban jaun,,
Main tujhe itna chahun k tu bhool jaye har rishta,,
Sirf main hi tere har rishtay ki tasweer ban jaun,,
Tu Aankhain band kare to Aaun main hi nazar,,
Is tarah main tere har khuwab ki taabeer ban jaun..;;-))
Teri Hassi Ke Aage Mere
Ansoo Kuch Nahi, Teri Khusi
Ke Aage Mera Gam Kuch Nahi,
Tu Jaha Bhi Rahe Khush Rahe
My Dear.. Teri Zndgi Ke
Aage Meri Maut Kuch Nahi..