• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Chupkay Say Chand Ki Roshni Choo Jaye Apko Dheeray Say Ya Hawa Kuch Keh Jaye Apko Dil Say Jo Chahtay Hoo Maang Lo Khuda Say Hum Dua Kartay Hain Mil Jaye Woo Apko
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Apne Ankho Ke Ansoo Mere Naam Kar Do.. Apne Sare Gam Mere Naam Kar Do.. 7 Janam Se Teri Chaahat Basi Hai Dilme.. Apne Is Janam Ka Saath Tum Mujhe Daan Kar Do..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kash Main Muhabbat Na Karti Yah Hall Mera Kabhi Na Hota Takdeer Say Pahlay Hi Poch Layti Baywafaiee Ka Jota Ilzaam Tu Nahi Lagta Yah Dunya Tu Pather Ki Hai Agher Shisha Chooh Jay To Toot Jaata Hai Tarap Yah Esha Ki Dil Say Nahin Jaty Jan Day Kar Bhi Jan Nahin Jaty Yah Wo Sahra Hai Jiss Main Agher Koi Khoo Jaiee Iss Ki Sada Sada Nahin Rahty..ii
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • De do apna hath hatho mein hamare, Rahna hai dil ko sath tumhare, Yu hi nhi rahte khoye hue ham Hame aate hai har pal khyal tumhare.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kisi ne pucha ke tum use pane ke liye kis had takk ja sakte ho...? Maine kaha agar mujhe hadein paar krni hi hoti to kab ka maine use pa liya hota..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • us jaisa moti poore samundar main nahi hai wo cheez mang raha hon jo muqaddar main nahi hai kismat ka likha to mil jaye ga mere khuda wo cheez ata kar jo muqaddar main nahi hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tu Hi Bata Aye Dil Tujhe Samjhau Kaise, Jise Chahta Hai Tu Use Nazdeek Laun Kaise, Yu To Har Tamanna Har Ehsaas Hai Wo Mera, Magar Uss Shaqs Ko Ye Ehsaas Dilau Kaise.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bite Pal wapas la nahi sakte, sukhe phul wapas khila nahi karte, kabhi lagta hai aap hume bhul gaye, par dil kehta hai aap hame bhula nahi sakte…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • karoge yaad ek din is pyar k zamane ko, chale jayenge jb hm kabhi na vapas aane ko, karega mehfil me jb zikr hmara koi, to tm bhi tanhayi dhundoge aasu bahane ko
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Uske Intezar Ke Maare Hai Hum, Bas Uski Yaado Ke Sahare Hai Hum. Duniya Jeet Ke Kya Karna Hai Ab.? Jis Duniya Se Jitna Tha, Aaj Usi Se Haare Hai Hum.!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Shikwa kisi ka na fariyad kisi ki, honi thi yun hi zindgi barbad kisi ki, ehsaas mita aur miti ummiden, sab mit gaya par na miti yaad kisi ki..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Muskurati Aankho Se Afsaana Likha Tha, Shayad Aapka Meri Zindagi Mein Aana Likha Tha, Taqdeer To Dekho Mere Aansuon Ki, Inka Bhi Aapki Yaad Me Beh Jana Likha Tha...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kehte hai pyaar ki seema nahi hoti Yeh toh dhoka hai jo sab kehte hai Pyaar ki seema honi chaiye Taki koi dil kisi aur dil ka na ho jaye…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ye aarzo nhi ki tmhe sataye ham, Na ye tammana ki tmhe Rulaye ham. Bas yahi duaa hai Rab se. Tmhe jitna yaad karte hai. ham. Utna tmhe bhi yaad aaye ham.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aap Jab Samne Se Gujara Jate Hai, Arman Dil Ke Ubhar Jaate Hai, Dekh Kar Apki Pyari Surat, Sahme Hue Phool Bhi Nikhar Jate H. By Ajooba Khan Wapp No.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Yaha Koi Kisi K Liye Kuch Nhi Krta, Mrne Wale K Sath Koi Nhi Mrta, Suna Hai Log Bhul Jate Hai Maut K Bad. Yaha To Zinda Hai Fir V Koi Yad Nhi Krta.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hamari Hr Khushi Ka Ehsaas Tmhara Ho Tumhare Har Gam Ka Dard Hamara Ho, Marr Bhi Jaaye To Hume Koi Gam Nahi Bas Aakhiri Waqt Ka Saath Tumhara Ho
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kar Jaa Kuch Aisa Dosti Yaari Mein Ke, Sorry And Thanks Words Beimaan Lage, Nibha Aisi Dosti Yaari Ke Yaaro Ko, Tumhe Chhorna Mushkil Aur Duniya Chhodna Aasana Lage !!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS