Agar raahon mein kuch mushkil na aaye,
Toh main chahungi ki manzil na aaye,
Main usko bhool jaun ek pal mein,
Par shartein bich mein yeh dil na aaye.....!!
Zindgi phulo jese muskrati rahe,,,
Har khusi apke daman me jagmagati rahe...
Khuda se dua hai to bas itni,,,;
kabhi kabhi aapko hamari yaad aati rahe...
खूबसूरत सा एक पल किस्सा बन जाता है
जाने कब कौन जिंदगी का हिस्सा बन जाता है ।
कुछ लोग जिंदगी मे मिलते है ऐसे,
जिससे कभी ना टूटने वाला रिस्ता बन जाता है।।
Khoyi Aankho Mein Ek Sapna Saja Liya,
Aarzoo Mein Aapki Chahat Ko Basa Liya,
Dhadkan Bhi Na Rahi Zaruri Ab Mere Liye,
Jab Se Maine Dil Mein Sirf Aapko Basa Liya.
Hatho Ki Lakeero Ka Aitebar Kar Lena;
Bharosa Ho To Had Par Kar Lena;
Khona Pana To Naseeb Ka Khel Hai;
Dil Ko Jo Apna Lage Bas Usi Se Pyar Kar Lena...
Ye na thi hamari qismat ke visal-e-yar hota
agar aur jite rehte yahi intazar hota
tere wade par jiye hum to ye jan jhooth jana
ke khushi se mar na jate agar aitabar hota
teri nazuki se jana ki bandha tha ahdboda
kabhi tu na tod sakata agar ustavar hota
koi mere dil se puche tere tir-e-nimakash ko
ye khalish kahan se hoti jo jigar ke par hota
ye kahan ke dosti hai ke bane hain dost naseh
koi charasaz hota, koi gamgusar hota
rag-e-sang se tapakata wo lahu ki phir na thamata
jise gham samajh rahe ho ye agar sharar hota
gham agarche jangusil hai, pe kahan bachen ke dil hai
gam-e-ishq gar na hota, gam-e-rozagar hota
kahun kis se main ke kya hai, shab-e-gam buri bala hai
mujhe kya bura tha marana agar ek bar hota
hue mar ke hum jo rusava, hue kyon na garq-e-dariya
na kabhi janaza uthata, na kaheen mazar hota
use kon dekh sakata ki yagana hai wo yakta
jo dui ke bu bhi hoti to kaheen do char hota
ye masail-e-tasavvuf, ye tera bayan ‘ghalib’
tujhe hum wali samajhate, jo na badakhvar hota
Agr Hum Bhi Teri Tarah Majbur Na Hote,
Khuda Kasam Hum Bhi Tumse Door Na Hote,
Wo To Tere Ishq Me Hum Badnaam Ho Gye,
Warna sMs Ki Dunia Me Hum Mashur Na Hote.
Teri Dosti ne diya “SAKOON” itna, Ke tere baad koi “ACHA” na lagey, Tujhe karni hai “BEWAFAI” to is ada se kar, Ke tere baad koi “BEWAFA” na lagey..
By:-AshuTosh ChouDhary
Jab Kabhi Choudhwen Ka Chand Dekhon
Tum Yaad Aatey Hon
Jab Kabhi Subha Ki Pehli Kiran Dekhon
To Tumhari Muskurahat Yaad Aati Hai
Jab Kabhi Souraj Ko Dhalta Dekhon
To Tumharey Gham Yaad Aatey Hain
Jab Kabhi Parindon Ki Chechahat Sunoo
To Tumhari Madham Madhosh Awaz Sunai Day
Jab Kabhi Gulab Ko Khilta Dekhon
To Tumharey Labb Yaad Aayen
Jab Kabhi Barstey Badal Dekhon
To Tumhari Yaad Main Doobi,Woh Shaam Yaad
Aaye
Jazbaat-e-ishq nakaam na hone denge,
Dil ki duniya mein kabhi shaam na hone denge,
Dosti ka har ilzaam apne sar par le lenge,
Par dost hum tumhen badnaam na hone denge..
Sachi?
Tum se Bohat Kuch Kehna Hai Magar !!
Kabhi Tum Nahi Milte Kabhi Alfaz Nahi Milte !!
Ye Doriyan Tu Mita Doon Mein Ek Pal Mein Magar !!
Kabhi Kadam Nahi Chalte Tu Kabhi Raste Nahi Milte !!
Tumhen Pana Chahti Hoon Umar Bhar Ke Liye Magar !!
Kabhi Halat Nahi Milte Tu Kabhi Jazbat Nahi Milte !!