इन दुनिया में :v: दो पौधे ऐसे हैं जो कभी :hibiscus: मुरझाते नहीं, और अगर जो मुरझा गए तो उसका कोई :hospital: इलाज नहीं, पहला :heart: ‘नि:स्वार्थ प्रेम’और दूसरा ‘अटूट विश्वास’
Ro Chuka Hu Me Itna Mujhe Kya Rulaega Koi,
Sun Chuka Hu Me Sab Kuch Mujhe Kya Bataega Koi,
Azmana Chahte Ho To Azmake Dekh Lo Mujhe,
Main Ek Bujhi Hui Shama Hu Mujhe Kya Bujhaega Koi.
Ye Dil Na Jaane Kya Kar
Baitha, Poche Bina Mujhse Ye
Faisla Kar Baitha, Is Zamaane
Par Toota Sitaara Tak Nhi
Girta, Aur Ye Pagal Dil
Chand Se Pyar Kar Baitha.!!
Haqeeqat kaho to unko khwab lagta hai ||
Shiqayat karo to unko mazak lagta hai ||
Kitni shiddat se unhe yaad karte hai hum ||
Aur ek wo hai jinhe ye sab ittefaaq lagta hai ||
Jab pyar kia to darna kya hai..!mohabbat ke samne yeh zamana kya hai..!zamane ke samne se lejaenge tumhe…!Ek baar jo mar gaya pyar main to phir maut se darna kya hai
Dil Mein Ho Ap Tu Koi Or Khaas Kaise Hoga Yadoun Mein Apke Siva Koi Pass Kaise Hoga Hichkiya Kehti Hein Ap Yaad Karte Ho, Pr Bologe Nahi Tu Humein Ehsas Kaise Hoga..?
Mere es dil ka kahna mano ek kaam kar do,
Ek be-naam si mohabbat ko mere naam krdo,
Meri yad par faqat itna hi ehsaan kar do,
Kisi din subah ko milo, or shaam kar do..!!
Log kahte hai hatho ki lakire aadhuri ho to kismat me mohabbat nahi hoti par sach to ye hai ki hatho me ho kisi ka hath to lakiron ki bhi zarurat nahi hoti
Jaha dekhu samne nazaar ati hotum
Pyaar ki parichayiyo se hameshayaad ati ho tum.
Mere Khwaboo ki duniya me rehti ho tum
Mere pass ake muskurati ho tum..
Mohabatt ki in raho me ake tadapati ho tum
Pyaar hume de kar dur cheli jati ho tum