• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • aaj pta chal gya dosto us bewafa ki aukat jeet-e-je mar diya mujhko. ab kabbr pe aayi socha jinda ho kabber me verat. boli tu mrega nhi es liye aag laga di.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • chand ko har koi chahta hay ye aam baat hay... magar chand kise chahta hay ye khasbaat hay... jeene ke liye kya jaruri hay ye aam baat hay... magar jeee rahe hay kiske liye ye khas baat hay.. Swee2
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aaye Ho Kareeb To Ab Door Mat Jana, Aye Zindagi Akela Mujhe Chod Mat Jana, Khata Jo Hui To Maafi Maang Lenge, Magar Dusaro Ke Sahare Chod Mat Jana.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pyasi nigaho ne har pal unka deedar maanga,, jaise amavas ne har raat chand maanga,, ruth gaya wo khuda bhi humse, jab humne apni har dua mein unka sath maanga..;;-))
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tere haath ki kash me wo lakeer ban jaun Kash me tera muqaddar teri taqdeer ban jau, Me tujhe itna chahun ke tu bhool jaye har rista Sirf me hi tere har rishte ki tasweer ban jaun, Tu aankhe band kare to aaun main hi nazar Is tarha me tere har khuwab ki taabeer ban jau.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • और कोई गम नहीं एक तेरी जुदाई के सिवा, मेरे हिस्से में क्या आया तन्हाई के सिवा, यूँ तो मिलन की रातें मिली बेशुमार, प्यार में सब कुछ मिला शहनाई के सिवा..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Zindagi Ka Pinjra Kisi Din Toot Jayega, Phir Musafir Kisi Raah Mein Choot Jayega, Abhi Sath Hai To Kar Liya Karo Baate’n, Kya Pata Kab Zindagi Ka Sath Choot Jayega.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Teri Ek Hasi Pe DiL Kurban Kar Du, Aitraz Na Ho To Tera DiL Chura Lu, Na Behne Du Kabhi Tere Aankho Se Anshu, Tu Kahe To Tere Sare Sitam Seh Lu.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Chup ho Tum kis wajha se hamen Ye Maloom nahi .... Rootha ho Ya Dukhi ho hume Ye malum nahi .... magr,Dill doob sa jata hai jab tum bakwas nahi karte ho humare sath ....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Agar Zindagi Me Judai Na Hoti, To Kabhi Kisi Ki Yaad Aayi Na Hoti, Saath Hi Guzarta Har Lamha to, Shayad Rishto Me Ye Gehraayi Na Hoti…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • karoge yaad ek din is pyar k zamane ko, chale jayenge jb hm kabhi na vapas aane ko, karega mehfil me jb zikr hmara koi, to tm bhi tanhayi dhundoge aasu bahane ko
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Taj Mahal aapke liye hazaron banana chahenge, Lekin hum jaisee chahat kahan se layenge, Loog to teri yaad me jeena chahenge, Ek Dipak hi hongey Jo tujh bin jee nahi payenge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Waqt guzarta raha par sanse thami si thi, muskura rahe the hum,par ankho me nami si thi, saath hamare ye jahan tha sara, par na jaane kyu tumhari kami si thi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bhool Jaao Bhale Hi Tum Hamen, Hum To Tumhe Bas Tumhe Hi Yaad Karenge, Bhale Barbaad Kardo Tum Hamen, Hum To Tumhe Sirf Aabaad Hi Karenge..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ae yaara., tune jo apna muh moda ise kadar, diya tune itna jakhnm..ki.. Ab dard nai hota.. Ankho k ansh sukh gy, labo ki hashi kho gye,toota gy di.. Jivan v andhiyar ho gy.. Sara rishta hn baimana sa ho gy.. Mgr ab dard nai ... Han nai.. Han han hota h dard..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Muhabbatoon Mein Jo Gham Mila Hai Yehi Bahut Hai, Woh Rotay Rotay Yeh Keh Raha Hai Yehi Bahut Hai, Agar Woh Shakhs Abb Mera Nahin Hai Tau Gham Nahin Hai, Gaye Dinoon Mein Mera Raha Hai Yehi Bahut Hai, Koi Zuroori Nahin Kisi Ko Main Yaad Aaon, Koi Mujhe Yaad Aa Raha Hai Yehi bahut Hai, Agrche Mere Khilaf Usnay Kaha Hai Laiken, Yeh Faisla Usnay Khud Kiya Hai Yehi bahut hai, Main Apnay Hissay Ka Hans Loon Meri Kahan Yeh Qismat??? Bass Apnay Hissay Ka Ro Liya Hai Yehi Bahut Hai……
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS