" मेरे प्यारे पति..!!!
" सवाल " कुछ भी हो,
" जवाब " तुम ही हो.
" रास्ता " कोई भी हो,
" मंज़िल " तुम ही हो.
" दु:ख " कितना भी हो,
" खुशी " तुम ही हो.
" अरमान " कितना भी हो,
" आरज़ू " तुम ही हो.
" गुस्सा " जितना भी हो,
प्यार तुम ही हो .
" ख्वाब " कोई भी हो,
" तकदीर " तुम ही हो.
यानि ऐसा समझो कि ,
" फसाद " कुछ भी हो,
सारे " फसाद " की " जड़ " ,
सिर्फ " तुम " ही हो ..
!! Ay Chand Teri Chandani Ki Kasam !!
!! Mere Pass Bhi IQ Chaand Hain !!
** Tujh Me To Phir Bhi Daag Hain **
** Mera Chaand To Be-Daag Hain **
~*~*~ Teri Dooriyon Ki Kasam ~*~*~
~*~*~ Mera Chaand Mere Pass Hain ~*~*~
Na Hum Tumhe Khona Chahte Hai;
Na Tumhari Yad Me Rona Chahte Hai;
Jab Tak Zindagi Hai Hum Tumhare Sath Rehna Chahte Hai;
Bas Yahi Bat Hum Tumse Kehna Chahte Hai
.
.
.
.
$I Love You$
Ye raat ye tanhai
ye dil ke dhadakane ke aavaz
ye sannata
ye dubate taron ke
khamosh gazalkhvani
ye waqt ke palkon par
soti hui virani
jazbat-e-muhabbat ke
ye aakhiri angadai
bajati hui har janib
ye maut ke shahanai
sab tum ko bulate hain
pal bhar ko tum aa jao
band hoti meri aankhon mein
muhabbat ka
ik khwab saja jao
Talaash Karo koi tumhe mil jayega,
Magar hamari tarah tumhe kaun chahega,
Zarur koi chahat ki nazar se tumhe
dekhega…..
Magar ankhein hamari kahan se layega…..!
Hum Aapki Har Cheez Se Pyar Kar Lenge,
Aapki Har Baato Par Aitbaar Kar Lenge,
Bas Ek Baar Keh Dijiye Aap Humare Ho,
Hum Zindgi Bhar Aapka Intezaar Kar Lenge.
Zndgi Ke Safar Ko Lafzo Me Piroya Hai..
Apni Har Gazal Ko Dard Me Bhigoya Hai..
Plz Aaj Wah Wah Na Kehna..
Qki
Aaj Fir Ye Dil Kisi Ki Yaad Me Rooya Hai..!
Zamaana Gujar Gaya Haathon
Ko Milaye Hue, Muddat Ho
Gayi Nazaron Ko Milaye Hue,
Din Raat Nikal Gaye Yaadon
Me Khoye Hue, Ab Kab Samane
Aaoge Yaar Muskurate Hue..
Khoyi Aankho Mein Ek Sapna Saja Liya,
Aarzoo Mein Aapki Chahat Ko Basa Liya,
Dhadkan Bhi Na Rahi Zaruri Ab Mere Liye,
Jab Se Maine Dil Mein Sirf Aapko Basa Liya.
Kuch uljhe sawalo se darta hai
dil,
Naa jane kyu tanhai mai
bhkhadta hai dil,
Kisi ko pana koi badi baat nahi
hai,
Par kisi ko khone se darta hai ye
dil…
Ishq Karne Wale Aankho Se,
Aankho Ki Baat Samajh Lete Hain,
Sapne Me Mil Jae To
Mulakaat Samajh Lete Hain ,
Rota To Aasman Bhi Hai
Apne Dharti Ke Liye ,
Par Log Unke Aansuo Ko
Barsaat Samjh Lete Hain