• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Bebasi Jurm Hai, Hausla Jurm Hai, Zindagi Teri Har Ek Ada JurmHai, Aye Sanam Tere Baare Mein Kuch Sochkar, Apne Baare Mein Sochna Jurm Hai .
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bhar Aayi Aankhe Jab Tumhara Naam Aaya. ìshq Nakam Sahi Phir B Kam Aaya.. hamne Mohabbat Me Aisi B Gujari Hai Raate. ki Jab Tak Aasho Na Bahe Dil Ko Na Aaram Aaya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Har Dhadkan Mein Ek Raaz Hota Hain, Har Baat Ko Batane Ka Ek Andaz Hota Hai, Jab Tak Thokar Na Lage Bewafai Ki, Har Kisi Ko Apne Pyar Par Naaz Hota Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tum Badle Jahan Badla Badli Nazar Zamane Ki, Yeh Ansoo Chaar Baaki Reh Gaye Nishani Dil Lagane Ki Mujhe Is Baat Ka Gham Nahi Ke Badal Gaya Zaman Meri Zindagi Toh Sirf Tum Ho Kahin Tum Badal Na Jaana.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • KIT_KAT, ka swad ho tum, DAIRY_MILK, ka ehsas ho tum, MILK_CAKE,se v jyada khas ho tum, kher jo b ho. par mere liye DOST JAKKAS HO TUM.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Es ajab daur mein aashiq b ajeeb hote hain Ek din dost aur dusre din rakib hote hain Esliye to mene mohabbat nahi ki hain Mohabbat mein to sirf dukh nasib hote hain ...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Apna Samjte Ho To Rishte Nibhate Rehna, Hume Yaad Karna Aur Yaad Aate Rehna, Humari Khushi Aapse Hai, Hum Khush Rahe Na Rahe, Bus Aap Muskurate Rehna.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Shadi ka wada kia Perveen se, Warna mohabbat to thi Nasreen se, Anjane men sab kehdia Mehreen se, Kia haal hua tha pocho Samreen se, Ab umeed hai sirf Noreen se, Lekin baat banegi Sabreen se, Ya phir dekho Ambreen se, Nahi to shayed Nosheen se, Or hosakta hai k Zareen se, Warna setting to hai hi Farheen se:p:d:-)
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • ना रुठना हमसे हम मर जायेगे !! दिल की दुनिया तबाह कर जायेगे !! प्यार किया है हमने कोई मजाक नही !! दिल की हर धडकन तेरे नाम कर जायेगे !! ¤¤¤Miss You¤¤¤
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Is kadar hum yaar ko manane nikle, uski chahat ke hum deewane nikle, jab bhi use dil ka haal batana chaha, to uske hothon se waqt na hone ke bahane nikle...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Faith makes all things possible, love makes all things easy, hopes makes all things work, but ur gorgeous smile brings all faith, luv & hope in me!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • मै तेरी Life मे इतना Important तो नही लेकिन I think तू जब भी कभी मेरा नाम सुनेगी तो मुस्कुरा के बोलेगी- "हाँ, मै जानती हूँ इसे"
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Agar Pyar Sath Ho To Tanhayi NahiHoti.. Sache Pyar Me Bewfayi Nahi Hoti.. Magar Ek Bar Pyar Ho Jaye To.. Kitni Bhi Coaching Kar Lo.. Fir Padhai Nahi Hoti..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jaaye janaza jo unki gali se, TO Unke dar per tehar dena, Jaaye janaza jo unki gali se, TO unke dar per tehar dena…… haath jo uthe, dua ke liya To mukh se nakab hata dena, itna na ho sake to…. Maut ki khabar suna dena.. karan puche mauth ka to.. MOHABBAT BATA DENA.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil ke dard ko dil torne wale kya jana, Pyar ki rasmo ke yeh zamane wale kya jane, Hoti hai kitni takliff kabar ke niche, Yeh upar se phool charane wale kya jane.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mohabbat Sikha Ke Wo Judaa Ho Gaye, Na Socha Na Samjha Khafa Ho Gaye, Duniya Me Ek Baar Humne Kisi Ko Apna Kaha Tha, Wo Bhi Logon Ki Baaton Me Aakar Bewafa Ho Gaye.! bindass chhotan chandra
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Teri Aankhon Me Main Kho Nahin Sakta, Tere Kaandhe Pe Main So Nahin Sakta Hain To Bahut Aansu Meri Aankhon Me Par Tere Samne To Main Ro Bhi Nahin Sakta
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Apne Dil Ki Suno, Afwaaho Se Kaam Na Le, Mujhe Yaad Rakh Beshak Mera Naam Na Le, Tera Vahem He Ki Me Bhula Dunga Tujhe, Meri Koi Saans Nahi Jo Tera Naam Na Le. By - Silent love.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS