• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • मेरे दिल में एक धड़कन तेरी है… उस धड़कन कि क़सम तू ज़िन्दगी मेरी है मेरी एक साँस में एक साँस तेरी है … वो साँस जो रूक जाये तो मौत मेरी है ..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • " Kabi us insaan ko mat khona. " Jo tum ko Dil se Dua Deta ho... " Warna Dua to ho gi Mager " Dil se Dene wala nahi ho ga. Khan
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Main bhi bura hu par sab ke liya nahi, Main bhi rota hu par sab ke samne nahi, Main bhi jhoot bolta hu par hamesha nahi, Meri kismat to dekho yaaro jab sach bole to jhoot laga, jab roya to dikha nahi or jab aacha bana to koi sath nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil ki udasiyun ko mitaya na ja saka. Ek teri yaad thi k bhulaya na ja saka. Hum ne ki lakh koshish, hazaron kiye jatan. Palkon pe ansoon ko bithaya na ja saka
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bhar Aayi Aankhen Jo Uska Naam Aaya,Ishq Nakaam Sahi Phir Bhi BohatKaam Aaya, Humne Ishq Me Aisi BhiGuzaari Hain Raaten, Jab TakAansu Na Bahe Dil Ko Araam Na Aya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tere Mere Pyar Pe Is Zamane Ka Pehra Hai Zamana Nahi Janta Hamara Pyar Kitna Gehra Hai Teri Har Saans Se Milti Hai Zndgi Mujhe Dharakta Hai Jo Tere Seene Me Wo Dil Mera Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Baahon Me Aaj Bikhar Jane De, Aye Sanam Apni Mehki Sanso Me Mujhe Utar Jane De.. Raat Tanha Aur Sard Mausam Hai, Aaj Apni Sanso Me Mehak Jane De Dharkan Me Sama Jane De..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Saamne Na Ho To Tarasti Hai Aankhe, Yaad Me Teri Barasti Hai Aankhei?. Mere Liye Nahi Inke Liye Hi Aa Jaao, Aap Ka Bepanaah Intezaar Karti Hain Aankhe !!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Sapnay ki tarha tujhey saja k rakhon, Chandni raat ki nazron se chupa k rakhon Meri taqdeer meray saath nahin, warna zindagi bhar tujhay apna bana k rakhon Swee2
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • KHWABO"me AkSar MULAQAT Karte H Lab"KHAMOSH Rehkar B Baat Karte H BaS FARIYAD"Itni He Ki BHULE Na Wo Hume Jinhe"Hum HameSha YAAD Karte Hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tu Ek Bar Meri Nigaho Me Dekh Kar Keh De Ki Hum Tere Kabil Nahi Kasam Teri Chalti Saanso Ki, Hum Tujhe Dekhna Tak Chod Dege.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hardam Karu Yaad Tujhe Duao Me.. Tu Sada Khush Rahe Apni Mohabbat Ki Chhaon Me.. Izzat Ho Teri Sab Ki Nigaahon Me.. Koi Gam Na Mile Tujhe Zndgi Ki Raahon Me..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Door Rahkar Bhi Humse Vaasta Rakhna, Mulakat Na Sahi Par Yaado Ka Silsila Rakhna, ChuLo Aashma Ko Aap Meri Tammana Hai, Par Mere Tak Vaapas Aane Ka Rasta Rakhna.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jiya Itna Ki Marna Muskhil Ho Gaya, Hase Itna Ki Rona Muskil Ho Gaya, Kisiko Pana Kismat Ki Baat Hai, Chaha Itna Ki Bhulana Muskhil Ho Gaya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ek khayal sa dil me sama jata hai, wo jo ek shaks mere dil ko bahot bhata hai, uski ankho se dekhti hu main duniya sari, is liye har taraf bus wo hi nazar ata hai....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tumse kitni mohabbat hai ye main bata nahi sakti, Apni zindagi mein tumhari ehmiyat jata nahi sakti ..! Meri zindagi ka har lamha tumhi se shuru hota hai, Tumse door reh ke ek pal bhi akele bita nahi sakti …! Mumkin hai main khud ko bhool jaaun, Par tumhe bhoolne ki khata main kar nahi sakti ..! Tum mere dil me hi nahi mere rom-rom me base ho, Tumse bichhad ke main ye zindagi jee nahi sakti ……!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Chaman Ko Sajaye Bahut Din Ho Gaye, Tumhe Paas Bulaye Bahut Din Ho Gaye, Kisi Din Achanak Chale Aao Tum, Hume To Muskurae Bahut Din Ho Gaye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Chup Rahoge To Baat Kon Karega, Hum Na Hoge To Tumhe Yaad Kon Karega, Mana Ke Hum Wo Nahi Jo Tumhe Pal Pal Yaad Aaye, Par Hum Na Rahe To Tumhe Pyar Kon Karega.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil Tha Ameer Mukaddar Gareeb Tha.. Mil Kar Bichaadna Hamara Naseeb Tha.. Chaah Kar Bhi Kuch Kar Na Sake Hum.. Ghar Bhi Jalta Raha Samundar Bhi Kareeb Tha..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS