• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • "Sardiyon ki ek shaam ,, usne mera haath tham ke kaha tha "Itna garam haath,,, wafa ki nishani hoti hain" Muje ab khyal aaya ki us waqt, uske haath "thande" kyu the.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Farz Mera Tha Aur Main Nibhaata Raha,, Zakham Khaata Gayaa Muskurata Raha,, Beech Dariya Main Us Ne Nazar Pher Li,, Main Kinaaron Se Nazrein Milata Raha,, Raat Amavas ke Ghangor Sannate Mein,, Mere Kamre Main Chandni Aati Jati Rahi..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Raat To Kya Poori Zindagi Jaag Kar Guzar Dun Teri Khatir.. ~Aye Sanam Ek Bar Keh Kar To Dekh K Mujhe Tere Bina Neend Nahi Ati...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jo Nahi Aata Usi Ki Ka Intezaar Kyu Hota Hai, Kisi Aur Ke Liye Ye Dil Kyu Itna Bekarar Hota Hai, Waise To Iss Jaha Mein Sabhi Hai Khoobsurat, Lekin Jo Nahi Milta Usi Se Pyar Kyu Hota Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Unki Khusiyon Ki Chah Karte Hai, Bus Itna Sa Gunah Karte Hai, Aaj Fir Intzar Me Baithe Hai Unke. Dekhna Hai Ki Vo Kab Hame Yaad Karte Hai. Farjad
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aap ki badd-dua bhi dua bann k lagi, aapke har gham ne bhi sukoon diya, hum zinda hai toh yeh jaankar k pyaar se na sahi par, aapne hume yaad toh kiya
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kitne chehre hain is duniya me Magar humko ek chehra hi nazar aata hai, Duniya ko hum kya dekhe, Uski yadon me saara waqt guazar jaata hai……
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • ~Gaya Zamana Bohot Suhana, ~Jo yaad aaun to laut aana . .? ? ~Wo aankhon aankhon mein baat karna, ~Wo baaton baaton mein raat katna, ~kabhi hasana kbahi rulana, ~jo yaad aaun to laud aana. . ? ? ~Humein tumhein tumhare hi justuju hai, ~Tumhari chahat ki aarzu hai, ~Humari baatein kabhi to samjho, ~Humari khamoshi mein bhi guftugu hai, ~samajh sako to humein batana, ~jo yaad aaun to laut aana..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ek Artist se dil k darwaze ki tasveer banane ko kaha gaya.. Us ne bohat haseen ghar banaya or us mein shota sa khoobsurat darwaza lagaya or us ka handle nahi tha. Kisi ne pocha: Handle kyon nahi lagaya? To us Artist ne kaha... Dil ka darwaza ander se khola jata hai bahir se nahi....!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dukh me khushi ki wajah banti h mohabat, dard me yado ki wajah banti h mohabat, Jab kuch b acha nai lagta duniya me, Tab jine ki wajah banti h mohabat.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • "Hansi k raste par chala karo". "Khusbu ki mehek liya karo." "Jahan tumhe gam nazar aye." "tab Is nachis ko yaad kiya karo". Have a nice day.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hum Par Jo Guzri, Kya Tum Sun Paaoge, Naazuk Sa Dil Rakhte Ho, Rone Lag Jaaoge, Bahut Dukh Diya Hai, Taqdeer Aur Duniya Ne Mujhe, Baitho Kabhi Mere Pass, Mohabbat Karna Bhool Jaaoge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • इसी कशमकश में सारी रात निकल जाती है..... कि उनकी याद अच्छी है या उनके ख्वाब अच्छे हैं .
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Wo Apne Sari Nafrate Mujhpe Lutati Rhi, Mera Dil Sada Jise Pyar Sikhata Raha, Unki Chahat Ka Ye Tarika To Dekho, Mujhse Kiya Hua Wada Wo Kise Aur Se Nibhate Rhi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tujhe Dekhta Hu To Accha Lagta Hai, Tujhse Bolta Hu To Accha Lagta Hai, Bhale Hi Ho Dard Dunia Bhar Ka Mere Jeevan Me Par, Mai Ek Pal Tujhe Sochta Hu To Accha Lagta Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mat kar mere dost hasino se mohabbat vo aankho se waar karti hain maine inhi aankho se dekha hai ki vo kitno se pyaar karti hain
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • दर्द जब आंसुओं में ढल जाए मेरी आँखों में आके बह जाना भूल कर काश –म –कश ज़माने की मेरी बाहों में आके रह जाना..।
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS