तुम्हारे साथ जो गुजरे वो लम्हे हम नहीं भूले,
मिलन की वो ख़ुशी और फिर विरह के गम नहीं भूले,
ये बरसों बाद जाना है मोहब्बत का सबब मैंने,
हमें भी तुम नहीं भूले, तुम्हें भी हम नहीं भूले.
Chupkay Say Chand Ki Roshni Choo Jaye Apko
Dheeray Say Ya Hawa Kuch Keh Jaye Apko
Dil Say Jo Chahtay Hoo Maang Lo Khuda Say
Hum Dua Kartay Hain Mil Jaye Woo Apko
__--__--__--
Mai Ja Rhi Hu Bahot Door Tumse. .
Wo Kah Gyi Mera Intezaar Na Karna. .
. .
Tumhara Dil Kahega Mai Laut Aaungi. .
Apne Dil Par Tum Aitbaar Na Karna. .
. .
Ussne Kaha Wo Bhool Chuki Hai Mujhko. .
Fir Kaha Mujhe Yaad Na Karna. .
. .
Ussne Kaha Kii "Mujhe Pyar Nhi Tumse". .
Fir Ye Bhi Kaha Ki "Kisi Aur Se Pyar Na Karna"
. .
Har Lafz Me Matlab Hota Hai..
Har Matlab Me Fark Hota Hai..
Sab Kehte Hain Hum Kam Bolte Hain..
Lekin
Kam Bolne Waalo Ke Hi Dilme Bahut Dard Hota Hai..!
Aaj Roti hai wo hume yaad kar ke Jinhe Hamari kabhi kadar Hi Na Thi """"""""'''''''''""""""""""""" Mujhse Bichhdi To Door Ho ke Roi"" Na jaane kiyu wo Apno se chhup ke Roi"" Yaad Aai use jab Meri Baatein Pagli Mere khaton Se lipat ke Roi"" Suna hai Mehndi laga kar Hathon par Saheliyo se Bhari Mehfil Mein Roi"" Wo Meri Bahon Mein Khush Rehne wali Kal Kisi ke Baazuon Mein Simat ke Roi"" Jab Koi Ham sa Humdard Na Mila To Wo Aaj ke Din Meri Tasveer se lipat ke Roi""
Yoon To Zindagi Mein Ajeeb Mod Aayenge,
Kabhi Khushi To Kabhi Gam Hazaar Aayenge,
Rakhna Tum Hamesha Khud Ka Khayal,
Jab Aap Hasenge Tabhi Ham Muskurayenge.
Bichadte Hue Yad De Jayenge;
Khud Rone Se Pehle Har Khushi De Jayenge;
Tumhe Gila Hai Hum Baat Nahi Karte Tumse;
Wada Raha Saans Rukne Se Pehle Har Baat Keh Jayenge...
Mere Dilme Har Pal Aapki Hi Baat Rahegi
Basti Choti Hai Magar Abaad Rahegi
Chahe Hum Bhula De Sare Zamane Ko
Magar
Aapki Pyari Surat Hamesha Yaad Rahegi..!
Meri rooh mein na samate to bhook jate tujhe,
Tum itna pass na aate to bhool jate tujhe ,
ye kahte hue mera tumse koi Taluk nahi.
Aakhon me aanrhu na aate to bhool jaate tujhe.
Poonam
Aansoon Ko Palkon Pe Laya Na Kijiye,
Dil Ki Baat Har Kisi Ko Bataya Na Kijiye,
Log Mutthi Mein Namak Liye Firte Hai,
Apna Har Zakhm Kisi Ko Dikhaya Na Kijiye.
Tum ne dil ke baat kah di aj ye acha hua
hum tumhen apna samajhate the bada dhokha hua
jab bhi hum ne kuch kaha us ka asar ulata hua
aap shayad bhulate hain barha aisa hua
aap ke aankhon mein ye aansu kahan se aa gaye
hum to divane hain lekin aap ko ye kya hua
ab kisi se kya kahen ‘iqbal’ apni dastan
bas khuda ka shukr hai jo bhi hua acha hua
Ek Jurm Hua Hai Hum Se,
Ek Yaar Bana Baithe Hain,
Kuch Apna Usko Samajh Kar,
Sab Raaz Bata Baithe Hain,
Phir Uski Pyar Ki Raah Main,
Dil O Jaan Gawa Baithe Hain,
Woh Yaad Bohat Aate Hain,
Jo Humko Bhula Baithe Hain.!
MUJHE TO BHAROSA H...
PHIR Q DIL ME YE GUM JHOOM JATE HAI
MAI KAHTA HU TU GALAT HAI
PAR DIL KAHTA HAI TUJHE NAHI MALUM JIN LABO PAR TU BHAROSA KARTA HAI AKSAR UNHI LABO KO KISI K LAB CHOOM JATE HAI