• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Mat Poochh Mujhe Iss Tasveer Mein Kya Rakha Hai, Bholi Si Aankhon Mein Sansaar Racha Rakha Hai, Inn Ankhon Se Jhalakte Sawalon Mein, Main Hoon, Tumne Khud Mein Kahi Mujhko Chhupa Rakha Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Teri dosti dil se bhula nhi skte, Lakh chahe bhi to dost tere jaisa pa nhi skte, Maana ke waqt ne thoda dur kar diya, Par ek-dijhe ke dil se dur ja nhi skte.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Teri Yaad Me Hum Ab Lamhe Bitate Hai, Dard-E-DiL Leke Hum Muskurate Hai, Aadat Si Ho Gyi Hum Ko Aise Jeene Ki, Har Ghum Ko Khushi Se Gale Lagate Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • तकदीर लिखने वाले एक एहसान लिख दे, मेरे प्यार की तकदीर में मुस्कान लिख दे, ना मिले जिंदगी में कभी भी दर्द उसको, चाहे उसकी किस्मत में मेरी जान लिख दे।
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Har taraf dard he khamosi he, dhadkan b band he dil me ek rosi he, yade to gayi yadav ke sahare, tumhare bina to ye ankhen b pyasi he.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mera Vajood Sirf Meri Mohabbat Se Hai; Mujhe Ghuroor Bahut Apni Mohabbat Pe Hai Ki Hai Tujhse Mohabbat Maine Bepanah; Aur Meri Zindagi Ka Sukoon Sirf Meri Mohabbat Se Hai Mujhe Chahte Honge Aur Bhi Log Bahut; Magar Mujhko Mohabbat Sirf Apni Mohabbat Se Hai!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Na es kaynat se berukhi hai,na hi us bewfa se.... Kambaqt berukhi to apne dil se ,jo dil lga liy kisi bewfa se..... Aawara!!Vaibhav singh!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Sacha hai mera pyar azmake dekhlo, kar k yakin mujhpe mere pass aake dekh lo, badalta nahi kabhi sona apna rang, jitni bar dil kare aag laga kar dekhlo.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kab hogi humari aash puri , Kb milegi humare pyaar ko manjuri, Us din tk intejaar rhega hume, Jb is duniya me ho jayegi humari saans puri......‪#‎Prayashu
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hum To Khush Thay Apni Dunia Me Na Jane Kiski Lag Gayi Nazar Chain Kho Gaya Neend Udh Gayi Shayed Hume Kisi Se Ishq Ho Gayi Socha Jigar Ka Tukda Mil Gaya Lekin Hamare Jigar Ka Hi Tukda Ho Gaya..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil Ke Sagar Me Lehre Uthaya Na Karo, Khwab Bankar Neend Churaya Na Karo, Bahut Chot Lagti Hai Mere Dil Ko, Tum Khwabo Me Aa Kar Yu Tadpaya Na Karo.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • मुझे भी अब नींद की तलब नहीं अब रातों को जागना अच्छा लगता है पता नहीं वो मेरी तक़दीर में है की नहीं पर उसे खुदा से मांगना अच्छा लगता है।
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Zndgi Ke Mod Pe Jab Kabi Tanha Hona.. Dilse Pukaar Lena Aur Hume Paas Pana.. Hum Tumhare Thay Tumhare Hain Aur Tumhare Rahenge Bas Ek Sada Dena Aur Hume Saath Pana..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Chahat Paane Ki Hasrat Kise Nahi Hoti... | Magar Har Kisi Ki Aisi Kismat Nahi Hoti... | Koi Ek Hota Hai jo Sama Jata Hai Dil Me... | Har Kisi Se Ye Muhabbat Nahi Hoti...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • To kya hua aaj agar wo mere saath nai hai ! Mai aaj bi us se utni hi mohabbat karta hu is liye nahi ki koi aur nahi mili par is liye ki us se mohabbat karne se fursat hi nahi mili
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Duriya bahot hain par itna samajh lo.. Pas rehkar hi koi rishta Khas nai hota Tum dil k pas itne ho k dur rehkar bhi Dooriyoon ka kabhi Ehsaas nahi hota
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Sirf Do Kadam Door Har Kinara Hoga, Socho Kitna Khubsurat Wo Nazara Hoga, Bus DiL Jo Kahe Use Karna, Phir Dekhna Jo Tum Sochoge Wo Tumhara Hoga.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Unki Yado Ko Pyar Karte Hai, Lakho Janam Un Par Nisar Karte Hai, Agar Mile Kabi Wo To Unse Kehna, Hum Aaj Bhi Unka Intazar Karte Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS