• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Ab udaas hona bhi acha lagta hai Kisi ka pass na hona bhi acha lagta hai Main door reh kar bhi kisi ki yaadon me hun Ye ehsaas hona bhi acha lagta hai.....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kasam Dekar Mujhe Majbur Na Karo; Khud Tanha Hojaoge Itna Ghuroor Na Karo Mana K Ap Pe Mera Haq Nahi; Apne Ap Ko Mujh Se Door Na Karo Pyar Kiya Hai Humne; Hame Zindagi Se Majboor Na Karo...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ankho Me Sama Jao Is Dilme Raha Karna, Taaro Me Hasa Karna Phoolo Me Khila Karna, Jabse Tumhe Dekha Hai Jabse Tumhe Paya Hai, Kuch Hosh Nahi Mujhko Ek Nasha Sa Chaya Hai, Ab Baat Jo Bhi Karni Ho Ankho Se Kaha Karna..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Uske Liye Sari Duniya Se Bagawat Ki Thi, Yaad Aata Hai Maine Bhi Mohabbat Ki Thi, Usko Chod Ke Haste Huye Ghar Aakar, Itna Roye The Ki, Aankho Ne Bhi Shikayat Ki Thi....
    10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ishq Wale Ankhon Ki Baat Samajh Lete Hain, Sapno Mein Mil Jaye To Mulaqat Samajh Lete Hain. Rota To Asman Bhi Hain Apne Bichde Pyaar Ke Liye, Par Log Use Barsat Samajh Lete Hain..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tum Se Door Rahu Magar Kaise; Haal-e-dil Bhi Kahu Magar Kaise Bahut Samjhaya Is Pagal Dil Ko; Dil Ko Majboor Karu Magar Kaise Kuch To Kehti Hai Ankho Se Wo Bhi; Wo Baat Kagaz Pe Likhu Magar Kaise Waqt Ki Lehro Se Mai Waqif To Hun; Waqt K Safar Ko Samjhao Magar Kaise Har Ghum Utha Lenge Sath Jo Tum Ho; Tum Bin Khud Ko Sochu Magar Kaise!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • होती नही मोहब्बत सूरत से, मोहब्बत तो दिल से होती हैँ, सूरत उनकी खुद ही प्यारी लगती हैँ। कद्र जिनकी दिल मे होती है।
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Koi ilzam Laga K Saza Di Hoti Phir Meri Lash Sare Bazar Jala Di Hoti Itni Nafrat Thi To Pyar Se Dekha Q Tha Pehle Hi Meri Aukat Bata Di Hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Chup Rahoge To Baat Kon Karega, Hum Na Hoge To Tumhe Yaad Kon Karega, Mana Ke Hum Wo Nahi Jo Tumhe Pal Pal Yaad Aaye, Par Hum Na Rahe To Tumhe Pyar Kon Karega,
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Log pasand dil se nhi.. Chehre se karte hai, Wo dil pe nahi sundarta pe marte hai.. Hm sundar to nhi par dil k saaf hai Isliye bahut kam log hume pasand karte hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Din Beet Jate Hain Suhani Yaadein Banker, Bate Rah Jati Hain Kahani Bankar, Par Pyar To Hamesha Dil Ke Karib Rahega, Kabhi Muskaan To Kabhi Ankhon Mein Pani Bankar…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Zindagi ke liye jaan zaruri hai, Pane ke liye arman zaruri hai, Hamare paas chahe ho kitna hi gham, Par aapke chehre par muskan zaruri hai,
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mere Humsafar Mere Ashna; Tujhe Harf Harf Me Dua Likhu Koi Aisa Wasl Naseeb Kar; Tujhe Chand Tare Hawa Likhu Agar Na Ban Saku Kabhi Tera; To Hayat Ko Mai Fanaa Likhu Jo Na Dar Ho Mujhe Kufr Ka; To Mai Tujhko Apna Khuda Likhu...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Phoolo Se Pucho Isme Shinghar Kitna Hai; Mere Dil Se Pucho Isme Pyar Kitna Hai; Saye Ki Tarah Tumara Pyar Sath Rehta Hai; Tumare Sath Guzra Hua Har Lamha Yad Rehta Hai...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Khuda Ki Banayi Hamne Kudrat Nahi Dekhi, Dil’on Main Chupi Hamne Daulat Nahi Dekhi, Jo Kehta Hai Doori Se Mit Jati Hai Mohabbate, Usne Shayad Abhi Hamari Mohabbat Nahi Dekhi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • 5 Namazo ka thofa Fajar = Chehre Per Noor Zohar = Kamayi Me Barqat Asar = Badan Ki Taqat Magrib = Nek Aulad Isha = Sukun Ki Nind
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS