Har Sham Se Tera Izhaar Kiya Karte Hai,
Har Khwab Me Tera Didar Kiya Karte Hai,
Diwane Hi To Hai Hum Tere,
Jo Har Waqt Tere Milne Ka Intzaar Kiya Karte Hai,
ताल्लुक कौन रखता है किसी नाकाम से लेकिन,
मिले जो कामयाबी सारे रिश्ते बोल पड़ते हैं।
मेरी खूबी पे रहते हैं यहां अहले ज़बान खामोश,
मेरे ऐबों पे चर्चा हो तो गूंगे भी बोल पड़ते हैं।
Teri saadgi ko nihaarne ka dil karta hain,
Tamaam umr tere naam karne ka dil karta hai
Ek mukammal shayari hain tu kudrat ki,
Tuje ghazal banake juban pe lane ka dil krta hai
Jaisi Hai Teri Tamanna Waise Pyaar
Karenge,
Har Dhadkan Par Apni Wafa Ka Ikraar
Karenge,
Jaha Bhi Jaoge Har Kadam Hume Hi
Paaoge,
Ishq Ke Har Mod Par Tera Intezaar
Karenge…
Ishq ne hame benaam kar diya,
Har khushi se hame anjaan kar diya,
Hamne to kabhi nahi chaha ki hame bhi mohabbat ho,
Lekin aap ki ek nazar ne hame nilaam kar diya....
Har Sooraj Ki Kiran Roshni De App Ko
Har Sooraj Ki Kiran Roshni De App Ko
Chand Ki Har Chandni Thandak De App Ko
Barish Ki Har Boond Tazgi De App Ko
Darakht Ka Har Pata Chaoun De App Ko
Hum App Ko Kia De Sakte Hain
Magar Har Dene Wala Khushi De App Ko
Udas tujhe dekhne se
phele ye ankhe na rahe..
kafa ho tu mujhse to ye
sanse na rahe..
agr gum hi du tujhe
to teri zindgi mai
hum kya humari yadein bhi na rahe..
कुछ उलझे सवालो से डरता है ये दिल.....
कुछ तन्हाइयों से बिखरता है ये दिल......
अपने प्यार को पाने की चाहत ना रही....
कुछ अपनों को खोने से डरता है ये दिल.
In Aankhon Mein Aur Koi Ab Basta Nahi Hai,
Ek Aapko In Aankhon Mein Basaane Ke Baad,
Yeh Dil Mera Ab Kahi Aur Lagta Nahi Hai,
Ik Aap Se Is Dil Ko Lagane Ke Baad
जिसने भी की मुहब्बत, रोया जरूर होगा।
वो याद में किसी के खोया जरूर होगा।
दिवार के सहारे, घुटनों में सिर छिपाकर ,
वो ख्याल में किसी के खोया जरुर होगा।
आँखों में आंसुओ के, आने के बाद उसने,
धीरे से उसको उसने, पोंछा जरुर होगा।
Teri baatein zindagi Thi, teri bahein Meri Duniya ,
Khud Ko Tujhme basa Diya, teri saasen meri zindagi thi,
Ab Nahi Kuch Na HI Yaqeen Baki Hai Jo dil Ki Chahat Thi,
Ye aansu Teri Chahat ye Dard Tere Vaade Ye khoon Teri saugat hai,
Pyar Me Bewafai Mile To Gam Na Karna..
Apni Ankhe Kisi Ke Liye Nam Na Karna..
Wo Chahe Lakh Nafrat Kare Tumse..
Par
Tum Apna Pyar Uske Liye Kam Na Karna..!