Aap ki yaad mein sab
kuch
bhulaye baithe hain,
Chiraag khushiyon ke
bujhaye
baithe hain,
Hum toh marenge aap ki
baahon
main,
Yeh bhi maut se shart
lagaaye
baithe hain..!!
Mai Khwaab Koi Sajaau To Kiske Liye..
Dil Ki Dunia Basaau To Kiske Liye..
Khwaab Toot Gaye Sare Sajne Se Pehle..
Dunia Ujaad Gayi Meri Basne Se Pehle..!
Ham Duniya Mein Nahi Dilo MeinRaaz Karte Hai,
Hum Se Milne Ko Log Apna NaseebKehte Hai,
Jis Se Bhi Karte Hai Hum DostiYaha Par,
Zamane Wale Uss Shaqs Ko HiKushnaseeb Kehte Hai.
मोहब्बत एक अहसासों की पावन सी कहानी है !
कभी कबिरा दीवाना था कभी मीरा दीवानी है !!
यहाँ सब लोग कहते हैं, मेरी आंखों में आँसू हैं !
जो तू समझे तो मोती है, जो ना समझे तो पानी है !!
Kyu Itni Teri Yaad Satati Hai, Kisi
Ko Bhi Dekhun Bas Tu Hi
Nazar Aati Hai, Har Ada Teri
Itni Pyaari Si Lage Yun, Jaise Tu
Har Waqt Mere Saamne Khadi Hai.
Chalo Ik Nazam Likhte Hain,
Kisi Kay Naam Karte Hain,
Magar Ye Sochna Hai Ab,
K Us Main Zikar Kis Ka Ho?
K Us Main Baat Kis Ki Ho?
K Us Main Zaat Kis Ki Ho?
Aur Ye Bhi Farz Karte Hain,
K Jis Pe Nazm Likhte Hain,
Humain Us Se Muhabbat Hai,
Hamare Sary Jazbon Ko Bus Uski Zaroorat Hai,
Chalo Ik Kaam Karte Hain,
K Hum Jo Nazm Likhte Hain,
“Tumharey Naam” Kerte Hain,
Tum He Unwaan Ho Uska,
Tumhara Zikar Hai Is Main,
Tumhari Baat Hai Is Main.
Ek tooti PREM kahani
Fark sirf itna sa hai Uski barat gayi,
Iski mayat uthi. Phool us par bhi the,
Phool is par bhi the.
Mehfil waha bhi thi, Log yaha bhi the.
Wo doli pe thi,
Yeh janaze pe tha. Unka hasna waha,
Inka rona yaha. Saheliya uski bhi thi,
Dost iske bhi the. Qazi udhar bhi the,
Molvi Idar bhi the.
Wo saj k gayi, Ise sajaya gaya. Wo uth
k gayi,
Ise uthaya gaya. Fark sirf itna sa hai,
USE APNAYA GAYA AUR ISE DAFNAYA
GAYA..
Tumhe Pane Ki Khatir Meine Kya Kya NahiKhoya.Aksar Teri Yaad Mein Bhari Mhefil Me Hun Roya.Apni Bhaho Me Bharke Pyar Se Shela Dena Meri Jaan.Warso Tere Intzarr Me Ek Pal Bhi Na Soya.
Tere Siwa Koi Mere Jazbaat Mein Nahi,
Aankhon Mein Wo Nami Hai Jo Barsat Mein Nahi,
Pane Ki Tujhe Koshish Bahut Ki Magar,
Shayad Wo Lakeer Mere Hath Mein Nahi,
hum ko pyaar itna do k had na rahe,
magar aitbar bhi itna karna k shak na rahe,
wafa itni karna k bewafai na ho,
Aur dua bus itni karna k kabhi judai na ho..