Es Duniya Mein Koi Kisi Ka Nahi
Hota, Lakh Nibhao Rishta Koi
Apna Nahi Hota, Galatfehmi
Rehti Hai Kuch Dino Ke Liye
Lekin Uske Baad Aankhon Mein
Aansuon Ke Siwa Kuch Nahi Hota.
Ek kasak dil mein dabi reh gayi,
Zindagi mein unki kami reh gayi,
Itni ulfat k baad b vo mujhe na mile..
Shayad meri mohabbat mein hi kuch kami reh gayi..
Likhna Kaise Chhod Du Ye Meri
Kahaani Hai, Kagaz Kalam Meri
Hai Jo Uski Deewani Hai..
Har Lafz Ko Choom Ke Hawa Ne
Ye Kaha, Choom Lene De
Kahaani Mujhe Usko Sunaani Hai!
Aaj yeh tanhai ka ehsaas kuch hadd se zyada
hai,
tere sang na hone ka malaal kuch hadd se
zyada hai...
phir bhi kaat rahe yeh jiye jane ki saza yehi
sochkar,
shayad is zindagani mein mere gunaah kuch
hadd se zyada hai..!!
Aaj Meri Us Jaan Se Mulakat Ho Gyi,
Meri DiL Ki Baato Me Wo Kuch Aisi Kho Gyi,
Jab Maine Puchha Ki Aati Hai Yaad Meri,
To Pass Aa Kar Meri Baaho Me So Gyi.
कुछ उलझे सवालो से डरता है ये दिल.....
कुछ तन्हाइयों से बिखरता है ये दिल......
अपने प्यार को पाने की चाहत ना रही....
कुछ अपनों को खोने से डरता है ये दिल.
Khilona Ho Gaya Hun Mai Aaj Kal....
Tum Sab Ke Liya....
Haaton Mai Rehete Hai Hum Tum Sab Ke....
Banho Mai Utha-Lo Mujhe tum Ek Paal Ke Liya....
Swapno Mai Aake Kehe Do Mujhe....
Wo Three Magical Word Ek Paal Ke Liya....
Mehfil Mein Hansna Mera Mizaz Ban Geya;
Tanhai Mein Rona Ek Raaz Ban Geya;
Dil Ke Dard Ko Chehre Se Zahir Na Hone Diya;
Yahi Mere Jeene Ka Andaaz Ban Geya!
Tu hi mazavar titkech prem kele asshil...
me nahi mhanat nahi.........
pan tula tyach kay padlay....
Tuz mun Aata dusrya konavar tari
julalay.........................
Jagen me ekta..................
Tuza agodar ektach jagat
Hoto......................
Saamne Na Ho To Tarasti Hai Aankhe,
Yaad Me Teri Barasti Hai Aankhei?.
Mere Liye Nahi Inke Liye Hi Aa Jaao,
Aap Ka Bepanaah Intezaar Karti Hain Aankhe !!!
Zindgi 1 Railway Station H,
Pyaar 1 Train H
Jo Aati Hai Aur Chali Jati He
Par Dosti Enquiry Counter Hai
Jo Hamesha Kehti Hai… ”MAY I HELP U?”
love u frnd