kuch dino se o khuch es tarah se rulane lage hai aashu aate hi to ham chipane lage hai.
hamne gunah kya kr diya aey khud jo es tarh se o rulane lage hai.
Ishq ne hame benam kar diya,
har khushi se hame anjan kar diya.
Hamne kabhi nai chaha ki ishq hame bhi ho,
par unki 1 nazar ne hamara kaam tamaam kar diya.
Tere Seene Se Lag Kar Teri Aarzoo
Ban Jaun, Teri Saanson Se Mil
Kar Teri Khushbu Ban Jaun, Faasle
Na Rahe Koi Hum Dono Ke
Darmiyaan, Main, Main Na
Rahoon, Tujeshme hi bas jaun.
Apni haseen aankhon mein chupa lo mujhko Muhabbat agar karte ho toh chura lo mujhko Khone ka agar khauff hai toh meri jaan Dil ki har dhadkan mein basa lo mujhko Tere har dukh ko seh lenge hass ke hum Apne badan ki chaadar agar bana lo mujhko Sahil se pehle chhorh toh na doge, vaada karo Tum abhi aghaz-e-safar mein bata do mujhko Zindgi bhi tere naam kar dungi main Bas chand lamhe seene se laga lo mujhko......
Jane kyu aati hai yaad tumhari,
Chura le jati hai ankhon se neend humari,
ab to yahi khayal rehta hai subh-o-shaam…
Kab hogi tumse phir mulakat humari.
I Miss You Dear…