Muhabbat ik Safar ka Silsila hai… Bhechar k Koun Kis ko Pohchta hai… Jesay Manga tha Maine har Dua may…
woh Bin Mangay kisi ko Mil gaya hai… Jesay har dum dukh Milay ho’n…. Khushi ko woh kahan Pehchanta hai… Jesay Parwa nahi meri Zara bhi … woh Shaks najanay raat bhar kion jagta hai…
Ei Jibon 1din hoye Jabe Sesh,
Sedin 2may R Korbo na SmS,
Nijhum Rate Asbe 2mar chokher kone Jol,
Mon Chaileo Parbe na dite 1ta miss Call. Mone rekho...........
Bikhre Rishto Ko Koi Rup
De Do.
Khillte Phulon Ko Thodi
Dhup De Do.
Aap Ki Yaad Aayi To Sms
Kiya Humne,,
Aap Bhi Humari Yaad Aane
Ka Koi Sabut De Do....
Gum ki mujh par kuch aisi najar ho gayi
Jab bhi hum hase ye aankhe nam ho gayi
Hum roye bhi toh wo jaan naa sake…aur
Wo udas b huye to hume khabar ho gayi.
chandani ko rusul kehta hun
bat ko bausul kehta hun
jagamagate hue sitaron ko
tere pairon ke dhul kehta hun
jo chaman ke hayat ko das le
us kali ko babul kehta hun
ittefaqan tumhare milane ko
zindagi ka husul kehta hun
aap ke sanvali si surat ko
zauq-e-yazdan ke bhool kehta hun
jab mayassar ho sagar-o-mina
barqparon ko phul kehta hun
Poet of the poem/ghazal or Nazam: Sagar Siddiqui
Ek Jaam Mohbbat kaa Aankho se pilaa dena
Mujhe Aaj nahi’n shaQi tu kal bhulaa dena
Jab Zikr mohabbat ka mehfil meiN aa jaye
Nazare jhuka ker tum aapna ikrar jataa dena
Tere ishq se mehmaa haiN, yeh meri duniya
Thukara ker mujhe tum kafiir na banaa dena
Jab dard judai ka tumhe bhi lage satanee
Meri tarah tum bhi AshQ naa baha dena..iii
वो बेवफा हमारा इम्तेहा क्या लेगी…
मिलेगी नज़रो से नज़रे
तो अपनी नज़रे ज़ुका लेगी…
उसे मेरी कबर पर दीया मत
जलाने देना…
वो नादान है यारो…
अपना हाथ जला लेगी.
Har Ek Ke Man Me Kuchh Khawab
Hota Hai, Sach Ho Jane Ka Intzar
Hota Hai, Humane To Dil Se
Manga Tha Unko, Hum To Bhul Gaye
The Khawab To Khawab Hota Hai.
Hamara Bhi Tha Koi Chahne
Wala. Sanso Me Apni Hame
Basane Wala. Banana Chahte
The Zindagi Bhar Ke Liye
Unhe Apna. Par Khuda Ko
Manjur Na Tha Hamara Ye Sapna.
Dil me basne wale sabse
Kharab kirayedar hote hain…
1. Dil pe kabza kar lena
2. Rent bhi nahi dete
3. Khali bhi nahi karte
4. Jab jate hain to Dil tod ke jate hain.
Ishq ne hame benaam kar diya,
Har khushi se hame anjaan kar diya,
Hamne to kabhi nahi chaha ki hame bhi mohabbat ho,
Lekin aap ki ek nazar ne hame nilaam kar diya....