Aapke hone se hamaari khushi judi huyi hain
Aapki aankho se hamari roshni judi hui hain
Mat karna dur apne hotho se ye muskurahat
Aapki in hansi se hamari zindagi judi hui hain
Tujhe Chahte Hain Be-Inteha Par Chahna Nahi Aata;
Ye Kaisi Mohabbat Hai Ki Humein Kehna Nahi Aata;
Zindagi Mein Aa Jao Hamari Zindagi Ban Kar;
Ki Tere Bin Humein Zinda Rehna Nahi Aata!
Apne Karam Se Wo Mera Mukaddar Bana
Gya, Ek Katre Ko Pal Bhar Me
Samundar Bana Gya, Phulo Se B Jyada
Naram Tha Kabi Dil Ye Mera, Jise Itna
Tadpaya Ke Ab Patthar Dil Bana Gaya.
Aaj Phir Se Ek Naya Jakhm Bana
Liya He Hmne, Unke Gamo Ko Dil
Mein Chipa Liya He Hmne, Na Jane
Kyu Ye Zindagi Hme Baar Baar
Dhokha Deti He, Per Aaj Zindagi
Se Peecha Chuda Liya He Hmne.
Ek Ajeeb Dastan Hai Mere Afsane Ki..
Maine Pal Pal Koshish Ki Uske Paas Jaane Ki..
Kismat Thi Meri Ya Sazish Jamane Ki..
Dur Huye Itana Jitni Ummeed Thi Paas Aane Ki....
Kuch log zindagi me es kadar shamil ho jate h
Unhe bhulna chaho to aur b jyada yaad aate h
Bas jate hain wo dilo mein es kadar,
Aankhe band bhi karo toh samne najar aate h.....
मैने बहुत से ईन्सान देखे हैं,
जिनके बदन पर लिबास नही
होता,
और बहुत से लिबास देखे हैं,
जिनके अंदर ईन्सान नही
होता।
कोई हालात नहीं समझता,
कोई जज़्बात नहीं समझता,
ये तो बस अपनी अपनी समझ
की बात है…,
कोई कोरा कागज़ भी पढ़
लेता है तो कोई पूरी किताब
नहीं समझता!
Main Raaz Tujh Se Kahoon Humraaz Ban Ja Zara
Karni Hai Kuch Guftagoo Alfaaz Ban Ja Zara.
Juda Jab Se Huwa Tere Bina Khamosh Raheta Hoon Màin
Labon Ke Paas Aa Ab Too Meri Aawaz Ban Ja Zara.
Too Mila To Khuda Ka Sahara Mil Gaya.
Gamzada Gamzada Dil Ye Tha Gàmzada
Bin Tere Bin Tere Dil Ye Tha Gamzada.
Thanks
Har Pal Ke Rishte Ka Waada Hai Tumse,
Apnapan Kuch Itna Zyada Hai Tumse,
Kabhi Na Sochna Ki Bhool Jayenge Tumhe,
Zindagi Bhar Sath Dene Ka Waada Hai Tumse.
Aye Chaand Ek Kaam To Kar
Ek Raat Mere Naam To Kar
Buahat Door Ek Apna Rehta Hai
Jo Mujh Ko Apna Kehta Hai
Us Ki Aankhon Me Jo Sapne Hain
Wo Sare Mere Apne Hain
Us Ki Aankhon mein
Chupke Se Ek jhalak Basa Lena
Aur Phir Kehna
Tumein Koi Yad Kar Ta Hai.