• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Ek Tamana Thi So Wo Bhi Khak Ho Kar Reh Gayi, Har Kadam Par Dhokha Apne Pyar Ka Us Ne Diya, Raat Bhar Aate Rahe Hain Aandhiyun Ke Kafle Hadson Ko Bhi Mere Ghar Ka Pata Us Ne Diya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tere Bina Duniya Suni Si Lagti Hai; Bin Tere Zindagi Adhoori Si Lagti Hai; Pata Nahi Kyu Chahte Hai Tumko Itna; K Tum Bin Jeena Majboori Si Lagti Hai!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Nas Nas Me Uska Pyaar Baheta He, Har Pal Khayalo Me Uska Chehra Rehta He, Meri Dua Le Aayegi Use Paas Mere Mera Girta Har Ek Aansu Yahi Kehta He..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kahan Koi Mila Jispe Dil Luta De, . Hr Ek Ne Dhoka Diya Kisko Bhula De, . Apne Dard DiLMe Rakhte H Hum, . Bayan Kare To Mehfilon Ko Rula De..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • होती नही मोहब्बत सूरत से, मोहब्बत तो दिल से होती हैँ, सूरत उनकी खुद ही प्यारी लगती हैँ। कद्र जिनकी दिल मे होती है।
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Koi To Khaas Baat He Aapke Baare Me, Jo Hum Isse Badi Shiddat se Nibhate hai, Warna Hum to Un Logo me se hai, Jo Dusron ke Khwabon me bhi, Aapni Marjii se Jatey hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mai To Chup Chup Ke Tanha Ro Lunga, Ab Dil Ka Dard Kisi Se Na Bolunga, Mujhe Neend To Aati Nahi Raaton Ko, Jab Rukegi Dil Ki Dhadkan To Jee Bhar Ke So Lunga.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • "GUM" dena magar "ANSOO" na dena, "MAAF" karna magar "KHAPhA"na hona, "BIDA" Karna magar "ALVIDA" na kahena, "HUMSE" dur jana magar "HUMKO" bhool na jana Swee2
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Chupkay Say Chand Ki Roshni Choo Jaye Apko Dheeray Say Ya Hawa Kuch Keh Jaye Apko Dil Say Jo Chahtay Hoo Maang Lo Khuda Say Hum Dua Kartay Hain Mil Jaye Woo Apko
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kah rahi hai hashr mein wo aankh sharmai hui haye kaise is bhari mahafil mein ruswai hui aaine mein har ada ko dekh kar kahate hain wo aj dekha chahiye kis kis ke hai aayi hui kah to ae gulchin asiran-e-qafas ke vaste tod lun do char kaliyan main bhi murjhai hui main to raz-e-dil chupaun par chipa rahane bhi de jan ke dushman ye zalim aankh lalchai hui....iiiii
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Khwab bankar teri aankho me samana hai, Dava bankar tere har dard ko mitana hai, Hasil hai mujhe jamane bhar ki khushiyan Meri har khushi ko bas tujh par lootana hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kahte He Hatho ki Lakire Aadhuri Ho to…. Kismat me Mohabbat Nahi hoti.. Par sach to Ye he ki Hatho Me ho koi Pyara Hath To Lakiron ki Bhi zarurat Nahi hoti…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Wo koi aur na tha chand khushk patte the shajar se toot ke jo fasl-e-gul pe roye the abhi abhi tumhen socha to kuch na yaad aaya abhi abhi to hum ek-dusare se bichde the tumhare bad chaman par jab ik nazar dali kali kali mein khizan ke chirag jalate the tamam umr wafa ke gunahgar rahe ye aur baat ki hum aadmi to ache the shab-e-khamosh ko tanhai ne zaban de di pahad gunjate the dasht sansanate the
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Socha tha jab milenge raah chalte kabhi, dil ki baaten juban par na aane denge, hamne lab khole bhi nahi aur wo sab jaan gaye, khaamoshiyon ko samazne ki wo adaa unme aaj bhi hai….
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • सपनो में खो जाओ, दिन भर की थकान मिटाओ, ऐश्वर्या से मिलो, अम्बानी बन जाओ, जो ज़िन्दगी में नहीं कर सकते, वो एक नींद में कर दिखाओ. जाओ सो जाओ
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mujhe har baat pe yu ladna accha nahi lagta, Accha lagta hai ladne ke baad tera pyar jatana Aansu apni aankh ka girane me taklif hoti hain Magar accha lagta h tera mujhe rota dekh gale se lgana Bhool karne ki meri aadat to nhi, galti karta hu kyu ki Accha lagta hai tera har baat pe mujhe samjhana Mera dil ni karta ki teri baate na maanu magar kya karu Accha lagta hain tera gusse me mujhpe haq jatana.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS