Dil Me Dard Ko Daba Ke Jeete Hain Hum
Apne Gam Duniya Se Chhupa Ke Jeete Hai Hum
Kya Lootega Jamana Hamari Khushi Ko
Khud Apni Khushi Kisi Par Luta Ke Jite Hai Hum
Kuch uljhe sawalo se darta hai dil,
Jane kyu tanhai mein bikharta hai dil,
Kisi ko panne ki ab koi chahat nahi,
Bas kuch apno ko khone se darta hai dil.
Ragon mai khoon ke badle pani kanha se aa gaya....
Hum to uske chahat mai kho gaye the....
Kaun jane kayse hua....
Wo bhi humare chahat mai kho gaya....
Aur mujhe usne aapne dill mai bulaya hai....
वो बेवफा हमारा इम्तेहा क्या लेगी…
मिलेगी नज़रो से नज़रे
तो अपनी नज़रे ज़ुका लेगी…
उसे मेरी कबर पर दीया मत
जलाने देना…
वो नादान है यारो…
अपना हाथ जला लेगी.
Teri Har Ada Mohabbat Si Lagti Hain,
Ek Pal Ki Bhi Judai Muddat Si Lagti
Hain,
Pehle Nahi Soocha Tha,
Aab Soochne Lage Hain,
Jindgi Me Har Pal Teri Jarroorat Si
Lagti Hain.
Yad Ati Hai To Zara Kho Jate Hai;
Anso Ankho Me Utar Gaye To Zara Rolete Hai;
Nind To Nahi Ati Ankho Me Lekin;
Wo Khwabo Me Ayenge Yahi Samaj Kar Solete Hai...
Ham Duniya Mein Nahi Dilo MeinRaaz Karte Hai,
Hum Se Milne Ko Log Apna NaseebKehte Hai,
Jis Se Bhi Karte Hai Hum DostiYaha Par,
Zamane Wale Uss Shaqs Ko HiKushnaseeb Kehte Hai.
Aap ki kashish hmari mohabat ban gai,
aap ki chahat hmari dill lagi ban gai,
aap ka naam hai hoton pe,
ye to khuda ka diya haseen imtimaam ban gai,
aap ki mohabat meri jindgi ka afsana raha,
Ye hi hmara fasana raha,
ye anmol jindgi aap ki amanat ban gai,
aap to meri pehli aur akhri chahat ban gai...