• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Bahon me chupa ke rakhu tujhko, Seene se laga ke rakhu tujhko. Aao tum khawabo mein mere, Or mein khawabo me sajsa ke rakhu tujhko. Jo hoti hai na kabhi khatam mohabbat, Wesi mohabbat apni bana ke rakhu tujhko.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ab To Kuch Apni Tabiyat Hi Juda Lagti Hai, Saans Leta Hu To Zakhamo Ko Hava Lagti Hai, Kabhi Hum Se Razi To Kabhi Hum Se Khafa Lagti Hai, Aye Meri Zindagi Tuhi Bata Tu Meri Kya Lagti Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ek Tasveer Jo Khwabo Me Aa Jati Hai, Aur Soye Hue Jazbaat Jaga Jati Hai, Aaj Bhi Unki Yaade Akele Me, Muskaan Ban Kar KhiL Jati Hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Khamosh Muhbat Ka Ehsaas Hai Wo, Mere Kahwish Mere Jajbaat Hai Wo, Aksar Ye Khayal Kyu Aata Hai Dil Me.. Mere Pehli Khoj Aur Aakhri Talaash Hai Wo!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Leja jakhm tere jo tune diye, ab inki jarurat nahi.! Jhute wade kiye jhute sapne diye, tere bin bhi ji lunga me.! Ab chahe ruthe dil, ab chahe tute dil ab kabhi na lotunga me..:-(:-(
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Wo Ishk To Karti Hai Par Janon Nahi Karti, Wo Katal To Karti Hai Par Khoon Nahi Karti, Is Kadar Kanjoos Hai Meri Chahne Wali Mis Call To Karti Hai Phone Nahi Karti ?
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • बर्बाद कर देती है मोहब्बत हर मोहब्बत करने वाले को , क्यूंकि इश्क हार नहीं मानता और दिल बात नहीं मानता .
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Wo Meri Maut Ki Khabar Sunkar Bhi Na Aayi Aey Dosto, Wo Samaj Baithi Thi Ke Ye Koi Naya Bahana Hai Mujh Se Milne Ka.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aay dost tum bhi ajeeb ho. Meray dil k kitnay qareeb ho. Na miltay ho na SMS kertay ho. kia tum Sudama say bhi ziyadah gharib ho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • बादलों से कह दो अब इतना भी ना बरसे…. अगर मुझे उनकी याद आ गई, तो मुकाबला बराबरी का होगा….
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • 5 Namazo ka thofa Fajar = Chehre Per Noor Zohar = Kamayi Me Barqat Asar = Badan Ki Taqat Magrib = Nek Aulad Isha = Sukun Ki Nind
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ek ajab dastan hai mere afsane ki, maine pal-2 koshish ki unke pas aane ki, kismat thi meri ya sazish zmane ki, door huye utne wo, jitni umid thi krib aane ki.. ..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ek Ladki Sirf Itna Hi Chahti Hai .. Ki Koi Usse Itna Pyaar Kare Jitna Kisi Ne Kisi Se Na Kiya Ho Bas Aur Kuch Nahi Chahiye Hota Ek Ladki Ko Jeene Ke Liye.. ~~Rab Ne Bana Di Jodi~~
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Lafzo me kya tarif karu aapki, Aap lafzo me kaise sama paoge, Jub log hamare pyar k bare me puchenge, Meri aankho me aye JAANU sirf tum nazar aoge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pyaar Ki Har Rasam Nibhayi Thi Maine, Tumhe Pane K Liye Har Kashti Dubayi Thi Maine, Tumne Kadar Na Jane Meri Wafaon Ki Tumhari Chahat Me Har Khushi Lutayi Thi Maine.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aakhir Kah Hi Dala Usne Ek Din Is Kadar Toot Gaye Ho Bikhar Kiyon Nahi Jate Kab Tak Jiyao Ge Ye Dard Bhari Zindagi Kisi Raat Khamoshi Se Mar Kiyon Nahi Jate..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Zinda Rakhti Hai Teri Yaade, Aur Zindgi Jeene Bhi Nahi Deti Teri Yaade, Teri Yaado Se Hai Maifilo Ka Karwa, Aur Kisi Maifil Me Ruk Ne Bhi Nahi Deti Teri Yaade.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dali Ki Tarah Chaal Lachak Uthat Hai, Khushbu Se Har Saans Mahak Uthati Hai, Jude Me Jo Wo Fool Lga Dete Hai, Andar Se Meri Ruh Mahak Uthati Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS