• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • "hum aashiq" har kam me kamal kar de. jo wada kare wo pura har hal me kar de, kya jarurat h ladkiya ko lipstik lagane ki, hum chumte hi hoth lal karde.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • तुम्हारे दिल के करीब होने का एहसास ही काफ़ी है, सीने से लगा ने के कभी ख्वाब भी नहीं देखे हमने !!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • ***Tere Ton Door Hoke Vi, Assi Tenu Kade Bhula Ni Sake Teri Yaad Vich Digge Jehde Hanju, Assi Ohna Nu Digan To Bcha Ni Sake Tadapda Reha Eh Dil Har Pal, Assi Enni Doongi Peed Sehno hata Ni Sake.. Badi Koshish Kitti "Bhatti" Ne Bhullan Di Tenu, Par Apna Aapa Muka Ke Vi Tenu Kade Bhula Ni Sake.....!!***
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Usse Kehna........!! Fasla Tum Bhana Rahe Ho,, Mager Itna yaad Rakhna,, Muhabbat Bar Bar Insan Per,, mehrban Nahi Hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kal Raat Der Tak Teri Dehleez Par Bethi Rahi Meri Do Ankhe.. Aye Sanam Gar Mashroof Thay Ya Khud Na Aana Tha.. To Koi Khwaab Hi Bhej Diya Hota..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Meri chahat ne use khushi de di, badle me usne mujhe khamoshi de di, khuda se dhu mangi marne ki, lkin usne bhi tarpane ke liye jindi de di
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Sacha hai mera pyar azmake dekhlo, kar k yakin mujhpe mere pass aake dekh lo, badalta nahi kabhi sona apna rang, jitni bar dil kare aag laga kar dekhlo.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kashti ummidon ki ger sahil na paye, To khud dub jane ki koshish na karna. Kadam pe andhera karegi ye duniya, Kahin dil jalane ki koshish na karma….
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ye Jaruri Nahi Ki Meri Har Khawaish Puri Ho Jaye, Aap Mere Muqdar Ki Haqikat Ho Jaye, Kayamat Tak Intzaar Karenge Apka, Chahe Aap Kisi Our Ke Kyon Na Ho Jaye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ishwar Kahte Hain Udaas Na Hona Mein Aapke Sath Hoon Saamne Nahi Aaas Paas Hoon Palkon Ko Band Kariye Aur Dil Se Yaad Kariye Mein Koi Aur Nahi Aapka Vishwas Hu
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mujhe Tumse Mohabbat Ho Gayi Hai, Ye Duniya Ab Khoobsurat Ho Gayi Hai, Khuda Se Roz Tumko Mangta Hoon, Meri Chahat To Dekho Ibadat Ho Gayi Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Chand ne Chandni bikhraate hue poocha, Apne Husn Par Zara Itraate hue poocha, Kon hai yaha jo mujhsa haseen hai? Duniya mai aisa koi nahi hai, Mene kaha mera mehboob tujhse haseen hai, Jo baat usme hai tujhme bhi nahi hai Baadlo se teri Chandni Chhip Jaati hai, Wo jidhar dekhle roshni ho jaati hai....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tu be-misaal hai,teri kya misaal doonAasmaan se aayi hai,yehi keh ke taal doonPhir bhi koi jo pooche,kya hai tu kaisi haiHathon me rang leke,hawaa me uchaal doon
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Teri aarju me humne baharo ko dekha, tere khayalo me humne sitaro ko dekha. Hume pasand tha saath aapka, warna in aankho ne to hazaro ko dekha..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aankho ki gehrai ko samaz nahi sakte, Honto se kuch keh nahi sakte. Kaise baya kare hum aapko yeh dil ka haal ki, Tumhi ho jiske bageir hum reh nahi sakte.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kanto ko chubana sikaya nhi jaata, Phoolo ko kilana sikaya nhi jaata, Koi ban jaata hai kud hi apna, Kisi ko apna banaya nhi jaata..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ek Baat Main Apne Dil Main Ghumta Reheta Hu. Kab Tujhse Kahunga Ye Apne Dil Se Puchta Reheta Hu. Dil Keheta Reheta Hai Har Waqt.She is Need You Jakar Kehe De I Love You
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Zindagi ki haqiqat sirf itni hoti h, jab jagta hai insaan tab kismat soti h.. Insan jis par haq khud se ziyada samjta hai, woh amanat aksar kisi aur ki hoti hai...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS