• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • प्रीती म्हणजे , समजली तर भावना केली तर मस्करी मधला तर खेळ ठेवला तर विश्वास घेतला तर श्वास रचला तर संसार निभावल तर जीवन . प्रीती एक शब्द आहे जशी गुलाबाची एक कळी स्त्भ्ध प्रीती आहेच उनाड वारा ज्याला ना बाध ना किनारा प्रेमाच्या सानिध्यात अपुरा जग सारा अहो ! प्रेमा मध्येच तर बनला विश्वसुंदर ताजमहाल सारा …
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pyar Karna Koi Gunah Nahi Hota, Pyar Se Pyara Koi Jazba Nahi Hota, Pyar Ka Rishta Is Liye Chupana Padta Hai, Kyun Ke Sacha Pyar Logo Se Bardasht Nahi Hota.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kuch log peete hain gam bhoolane ko…… kuch log peete hain koi aur gam bhoolaane ko…. par ai dost ye kya……… hum to mahoal na milane ke gam mein peete hain…..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Yun teri rahaguzar se divanavar guzri kandhe pe apne rakh ke apna mazar guzri baithe rahe hain rasta mein dil ka khandhar saja kar shayad isi taraf se ek din bahar guzri bahati hui ye nadiya ghulate hue kinare koi to par utre koi to par guzri tu ne bhi hum ko dekha hum ne bhi tujh ko dekha tu dil hi har guzra hum jan har guzri
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mere Dard Ki Shiddat Ka Nazara Kar Lo, Phir Beshak Tum Mujhse Kinara Kar Lo, Is Pal Ke Baad Na Samne Aunga Main Aakhri Baar Tum Koi Ishara Kar Lo.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Wo Apne Sari Nafrate Mujhpe Lutati Rhi, Mera Dil Sada Jise Pyar Sikhata Raha, Unki Chahat Ka Ye Tarika To Dekho, Mujhse Kiya Hua Wada Wo Kise Aur Se Nibhate Rhi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • gamza-o-naz-o-ada sab mein hai haya ka lagao haye re bachpan ke shokhi bhi hai sharmai hui vasl mein khali hui raqibon se mahafil to kya sharm bhi jaye to janun ke tanhai hui gard udi aashiq ke turbat se to jhunjhala ke kaha vah sar chadhane lagi panv ke thukarai hui....iiii
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • na kar tamanna tu kisi ko pane ki, badi bedard nigahe hai is zamane ki, khud ko bna le kabil is kadar ki, rakhe log tamanna sirf tujhe pane ki.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aapki Talash Me Kadam Khud NikeL Gye, Aapki Yaado Me Arman Pighal Gye, Dhunda Tha Aapko Sare Jaha Me, Palke Band Ki To Aap DiL Me Hi MiL Gye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mohabbat Ka Kya H Kabhi Bhi Ho Jati Hai, Har Kisi Ki Ankhon Me Bas Nami Si Chhod Jati Hai, Humne Ki Mohabbat To Hal Hua Aisa, Taaron Ke Beech Ek Shaam Gujarti Ho Jaise.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Sukoon milta hai mujhe jab tu saath rahti hai, waqt bht jaldi guzar jata hai jab tu saath rahti hai, nhi lagta mujhe kuch bhi achha jab tu ruthi rahti hai, jab tu meri bheegi palko ko dekhti hai to hr baar I Love You Hi kahti hai, tab mujhe lagta hai ki sachcha pyar mujhe sirf tu hi karti hai....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ham Ne Dekhi Hai In Aankhon Ki Mehkti Khusbo Hath Se Cho Kar Isay Rishton Ka Ilzam Na Do Sirf Ihsaas Hai Isay Ruh Se Mehsoos Karo Pyar Ko Pyar Hi Rehne Do Koi Naam Na Do Pyar Koi Bol Nahi, Pyar Awaz Nahi Ik Khusbu Hai Ke Sansoon Main Rachi Rehti Hai Na Ye Rukti Hai Na Jalti Hai Na Thehrti Hai Khain Noor Ki Bond Hai Sadiyon Se Baha Karti Hai Sirf Ihsaas Hai Isay Ruh Se Mehsoos Karo Pyar Ko Pyar Hi Rehne Do Koi Naam Na Do
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil Ki Dharkanoo Ko ik lamha saber nahi , Shayd k us ko ab meri kader nahi , Her safer mein mera kabhi hamsafer tha woh , Ab safer to hai mager wo hamsafer nahi
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ruth jao kitna bhi mana lenge, Dur jao kitna bhi bula lenge Dil aakhir dil hai sagar ki ret to nhi Ki naam likh kar usse mita denge..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • मोह्ब्बत किसी ऐसे शख्स की तलाश नही करती जिसके साथ रहा जाये, मोह्ब्बत तो ऐसे शख्स की तलाश करती हे जिसके बगेर रहा न जाये !!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • To kya hua aaj agar wo mere saath nai hai ! Mai aaj bi us se utni hi mohabbat karta hu is liye nahi ki koi aur nahi mili par is liye ki us se mohabbat karne se fursat hi nahi mili
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • दिल नहीं लगता आपको देखे बिना; दिल नहीं लगता आपके बारे में सोचे बिना; आँखें भर आती हैं यह सोच कर; कि किस हाल में होंगे आप हमारे बिना।.....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jeene K! U$h Ne Hume N@y! Ada D! H@!, Khu$h Rehne K! U$h Ne Dua D! H@!, Ae Khud@ U$h Ko $@ra J@h@n Dena, J!$h Ne Apne D!l Me!n Hume J@gah D! H@!.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS