Pyaar sachcha ho to waqt ruk jata hai,
Aasman ucha ho to bhi jhuk jata he,
Pyaar me duniya laakh bane rukavat,
Agar Humsafar sacha ho to,
Khuda bhi jhukh jata he.
Waqt fisalta hai ret ki tarah,
Hum bas use sambhalna bhul jate hai,
Kuch log bahut khaas hote hai
zindagi mai,
Hum bas unhe pehchanna bhul jate hai!....
Wo Mera Nahi Ye Batana Ajib Lagta
Hai, ab Us Se Aankhe Milana
Ajib Lagta Hai, chahte The Jiska
Hath Thamna Umar Bhar, ab Us
Se Hath Bhi Milana Ajib Lagta H
Kumkum
Unki Ek Yaad Bechaain Kar Jaati Hai..
Har Cheez Me Unki Surat Nazar Aati Hai..
Aisa Haal Kiya Unhone Pyar Me Hamara..
Ki
Neend Aati Hai To Ankhe Bura Maan Jaati Hai...!
saamne na ho to tarasti hai aankhe,
yaad me teri barasti hai aankhei?.
mere liye nahi inke liye hi aa jaao,
aap ka bepanaah intezaar karti hain aankhe?
kuch dino se o khuch es tarah se rulane lage hai aashu aate hi to ham chipane lage hai.
hamne gunah kya kr diya aey khud jo es tarh se o rulane lage hai.
Kuch rishtay anjanay mein hi ho jatay hain,
Pehle dil phir zindagi say jur jatay hain,
Kehtay hain us daur ko pyaar,
Jisme log zindagi say bhi pyare ho jatay hain…
Jo Rehta Tha Is Dilme Kabi Apno Ki Tarah
Aisa Bhula Ki Milta Hai Ab Sapno Ki Tarah
Pal Pal Karta Tha Jo Saath Nibhane Ki Baaten
Chhod Gaya Humko Purani Rasmo Ki Tarah
Ruswa Hue Zamane Me To Ye Jana
Tere Wade Bhi Thay Jhoote Teri Kasmo Ki Tarah..!
तुमको देखा एक नजर हमने होश पा लिया
अपनी पलकों में तेरा आगोश पा लिया
हम दर्द को पीते हैं तेरा दर्द समझकर
आंखो ने छलकने का जोश पा लिया
मेहताब बन गया मैं तेरी रोशनी से
अपने आईने में हमने तेरा रूप पा लिया
ऐ हुस्न, तेरे इस रहमत का शुक्रिया
जो तू मुझे मिली, हमने इश्क पा लिया।।