Sadiyo se ek sapna hai,
Kaho pura karoge tum..?
Bhool jao mere siwa sab kuch,
Kaho aisa karoge tum..?
Nahi kuch or tamana ab,
Ke bas mere ho jao tum,
Kabhi na chor ke jaoge,
Kaho aisa karoge tum..?
Faqat ek lafz sunne ko,
Kayi barson se tarsi hu,
Mujhe apna bana lo,
Kaho aisa karoge tum..?
Baat Din Ki Nahi Ab Raat Se Dar Lagta Hai,
Ghar Hai Kaccha Mera, Barsaat Se Dar Lagta Hai.
Tere Tohfe Ne Toh Bas Khoon Ke Aansoo Hi Diye,
Zindagi Ab Teri Saugaat Se Dar Lagta Hain..!!
Pyaar Ko Chhod Kar Tum Aur Koi Baat Karo,
Ab Mujhe Pyar Ki Har Baat Se Dar Lagta Hai!!
kab tak hum say baat na
kab tak hum say baat nahi karo gay tum,jab hum chale jayengay tab humme yaad karo gay tum,talash karo gay faryad karo gay tum,hum bohot dhoor chale jayen gay to kya karo gay tum?????????????
Pyasi nigaho ne har pal unka didar manga,
Jaise amavsya ne har raat chand manga,
Ruth gaya wo khuda bhi humse,
Jab hamne apni har dua me unka sath manga.
zamane ka ye dastur kaisa,
pyar ko pana ye kasur kaisa,
agar mohabbat gunah hai zamane mein,
to fir insano ko mohabat sikhane wala wo khuda beksur kaisa….
Ladki ladko Se Hight Me Choti Q Hoti He,
Qki Jab Wo Ladke Se Gale Lge,
To Apna Sir Uske Dil Pe Rakh K,
Uski Dhadkn Ko SuneOrKhud Ko Bhi Bhul Jaye
Jse Aap r mai
Pyaar Ki Har Rasam Nibhayi Thi
Maine...
.
Tumhe Paane Ke Liye Har Kashti
Dubayi Thi Maine...
.
Tumne Kadar Na Jaane Meri
Wafaon Ki...
.
Tumhari Chahat Me Har Khushi
Lutayi Thi Maine...!!
By Ajooba Khan
Bina pukare hame sath paoge,
karo wada ke rishta aap bhi nibhaoge,
Dil karta hai roj milu aapse,
Apni har dasta bya karu aapse,
Manjil ko pane me avi der hai,
Fir v aapko miss karna ka ahsash hi kuchh or hai..
Aye Dil Kahi Le Chal Tera Bada Karam Hoga..
Na Hum Honge Na Koi Gam Hoga..
Unko Taqleef Hoti Hai Meri Mohabbat Se..
Hum Hi Na Honge To Unka Thoda Dard Kam Hoga..!