• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Woh ishq jo hum us se karte the Woh ishq to zinda aaj bhi hai Tum door hue majboori main Hum toot gaye is doori main Kabhi waqt mile to aajana Khula Dil ka darwaza aaj bhi hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bahut Muddat Se aisa hai… K tum Khamosh Rehte ho Koi Ghra hai Ghum shayad… Jisay chup chap sehtay ho, Yunhi chaltey huay tanha…… Koi ghamgeen sa naghma, Tum aksar gungunatay ho… Doran-e-guftagoo yunhi, Milen nazron se jb nazren… To baten bhool jatey ho, Kisi gum sum si halat me.. Ya pihr barish k mausam me, Fakat itna hi kehtay ho… Udasi be-waja si hai, Bohat bojhal tabiyat hai… Bhala sach q nhi kehtey…. Tumhai kisi se mohabat hai..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • सपनों की दुनिया मे हम खोते चले गये, होश मे थे मगर मदहोश होते चले गये, जाने क्या बात थी उनकी आवाज मे, ना चाहते हुये भी उनके होते चले गये…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kisi ke dil ka dard kisne dekha hai , Dekha hai to sirf chehra dekha hai, Dard to tanhai me hota hai, Lekin tanhaiyon me bhi logon ne , Hame hanste hue dekha hai..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Isq karke koi paida nahi pyar karke koi munafa nahi Humnebi kiya tha pyar kabi kisise lekin hame sirf dhuk mila dhoka mila aasu mila akelapan mila . . . . ...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mere Mehboob Ko Jis Din Janab Aap Dekhoge, Hosh Udh Jayenge Jab Unhe Benaqab Dekhoge, Noor Par Ek Aftab Dekhoge, Raat To Raat Rahi Din Mein Bhi Khawab Dekhoge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ye bhi kya sham-e-mulaqat aayi lab pe mushkil se teri baat aayi subah se chup hain tere hijr nasib haye kya hoga agar raat aayi bastiyan chod ke barase badal kis qayamat ke ye barsat aayi koi jab mil ke hua tha rukhsat dil-e-betab wohi raat aayi saya-e-zulf-e-butan mein ‘nasir’ ek se ek nai raat aayi
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Maine dil k darwaje par likha "Andar Aana Mana He Mohabbat hasti hui aayi Aur aakar Bade pyar se Boli.. "Maaf Karna.. Main to andhi hu. Sk thakur
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kanto ko chubana sikaya nhi jaata, Phoolo ko kilana sikaya nhi jaata, Koi ban jaata hai kud hi apna, Kisi ko apna banaya nhi jaata..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Phoolon Ko Paana Chaha Humne Daaman Kaanton Se Bhar Gaya Jo Basa Mere Dilme Dharkan Ki Tarah Wohi Saanson Ka Dushman Ban Gaya..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • जख्म जब मेरे सीने के भर जायेंगें …. आसूं भी मोती बन कर बिखर जायेंगें …. ये मत पूछना किस-किस ने धोखा दिया …. वर्ना कुछ अपनों के चेहरे उतर जायेंगें
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Vaade Pe Woh Aitbaar Nahi Karte Hum Zikre Mohabbat Sar-E-Bazaar Nahi Karte Darrta Hai Dil Unki Ruswai Se Aur Who Sochtay Hain Hum Unse Pyar Nahi Karteee
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Zehar Ho Ya Dawa Tere Siwa Kuch Bhi Nahi, Zindagi Jan-E-Wafa Tere Siwa Kuch Bhi Nahi, Umar Ke Saare Mousam Naam Tere Kar Diye, Dekh Le Dil Mein Ab Tere Siwa Kuch Bhi Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mhbt Insan Ki Zarurat Hai; Dilo Par Mhbt Ki Hukumat Hai; Apke Pyar Ki Wajah Se Hai Zindagi Hamari; Warna Khuda Ko B Hamari Zarurat Hai...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • बड़ी नादान है इस निक्कमे दिल की हरकतेँ, जो मिल गया उसकी कदर ही नहीँ, और जो ना मिला उसे भूलता ही नहीँ।
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Izhaar-E-Mohabbat Ki Humne Aapne Hum Par Aitbaar Kiya Sooni Padi Bematlab Zindagi Ko Aapne Ek Aayaam Diya Yun Laga Ek Pal Mein Humne Saare Jahaan Ko Pa Liya sweet Apni Zindagi Ka Har Lamha Aaj Se Aapke Naam Kiya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kahte He Hatho ki Lakire Aadhuri Ho to…. Kismat me Mohabbat Nahi hoti.. Par sach to Ye he ki Hatho Me ho koi Pyara Hath To Lakiron ki Bhi zarurat Nahi hoti…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dekhi Hazaron Mehfilen Par Ye Fiza Kuch Aur Hai, Jalwe Dekhe Hazaron Par Unki Adaa Kuch Aur Hai, Waise To Jaam Hain Hazaron, Par Unki Dosti Ka Nasha Kuch Aur Hai...!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS